SEARCH RESULTS
Showing search results for "iiqaan"
Ghazal MATCHES FOR "iiqaan"
Ghazal
sunaa hai chashm-e-tasavvur se dasht-e-imkaa.n me.n
pala.ng zaaviye us kii kamar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
pukaartaa hai magar dhyaan me.n nahii.n aataa
ajiib harf hai imkaan me.n nahii.n aataa
Irfan Siddiqi
Ghazal
ko.ii raushan to kare aa ke KHad-o-KHaal mire
harf-e-iqaan huu.n auraaq-e-gumaa.n par rakkhaa
Khurshid Talab
Ghazal
Mustafa Zaidi
Ghazal
Qasim Ali Khan Afridi
Ghazal
Zakir Khan Zakir
Ghazal
iiqaan ke hamraah kuchh auhaam pa.De the
ham un kii galii me.n jo sar-e-shaam pa.De the
Ajiz Kamaal Rana
Ghazal
yuu.n hai.n KHayaal-e-yaar pe iiqaa.n kiye hu.e
kuchh qurbato.n kii yaad ko mehmaa.n kiye hu.e
Shamsa Najm
Ghazal
kuchh vasvaso.n me.n aise kaTii umr-e-be-amaa.n
is zindagii se rishta-e-iiqaa.n chalaa gayaa
Ishrat moin Seemaa
Ghazal
Ghubar Kiratpuri
Ghazal
suura-e-iKHlaas kii tasviir hai gar iishvar
meraa bhii iiqaan hai phir aap ke maa'buud par
Jabbar Wasif
Ghazal
koshish hai gar us kii ki pareshaan karegaa
vo dushman-e-jaa.n dard ko aasaan karegaa
Aslam Emadi
Ghazal
maah-e-man sham.a tuman dil ke shabistaan me.n aa
nuur-e-diida ho merii chashm ke aivaan me.n aa
Qurbi Velori
Ghazal
hove to rahe shiisha-o-aahan kii hukuumat
kaa.nsii kii mirii teG hai miTTii ke pyaale
Ahmad Jahangir
Ghazal
aisii shikne.n mere iiqaan me.n kab aa.e.ngii
terii peshaanii ke gunjal ko take jaataa huu.n
Nawev Kiyani
Ghazal
harzaa phirne se tire gosha-nashiinii behtar
vahm-o-shak aur gumaa.n chho.D ke iiqaan me.n aa