SEARCH RESULTS
Showing search results for "ijtinaab"
Ghazal MATCHES FOR "ijtinaab"
Ghazal
karte ho jis tarah bure logo.n se ijtinaab
achchho.n se bhii gurez karo faasla rakho
Jawad Sheikh
Ghazal
ye ijtinaab hai aks-e-shu.uur-e-mahbuubii
ye ehtiyaat-e-sitam hii nahii.n kuchh aur bhii hai
Sahir Ludhianvi
Ghazal
husn kii mehrbaaniyaa.n ishq ke haq me.n zahr hai.n
husn ke ijtinaab tak ishq kii zindagii samajh
Khumar Barabankavi
Ghazal
kuchh ajnabii se lage aashnaa dariiche bhii
kiran kiran jo ujaalo.n kaa ehtisaab hu.aa
Naseer Turabi
Ghazal
kahte hai.n tum ko hosh nahii.n iztiraab me.n
saare gile tamaam hu.e ik javaab me.n
Momin Khan Momin
Ghazal
'maahir' se ijtinaab na farmaa.e.n ahl-e-dil
achchho.n ke saath ek gunahgaar bhii sahii
Mahirul Qadri
Ghazal
Zaki kakorvi
Ghazal
KHuld me.n aa kar sharaab-e-KHuld se bhii ijtinaab
jaam-e-mai se zaahidaa inkaar qaisar-baaG me.n
Wazir Ali Saba Lakhnavi
Ghazal
chhup-chhup ke dekhtaa thaa taGaaful kii aa.D me.n
us ne barat liyaa hai mujhe ijtinaab me.n
Farhat Ehsas
Ghazal
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
ik be-panaah raat kaa tanhaa javaab thaa
chhoTaa saa ik diyaa jo sar-e-ehtisaab thaa