SEARCH RESULTS
Showing search results for "ilaaj-e-pastii-e-imroz"
Ghazal MATCHES FOR "ilaaj-e-pastii-e-imroz"
Ghazal
ilaaj-e-pastii-e-imroz laa.o tab jaane.n
amiin-e-rif.at-e-advaar-e-paastaa.n tum ho
Rasheed Kausar Farooquee
Ghazal
mai.n pastii-e-aKHlaaq-e-bashar dekh rahaa huu.n
phir nazm-e-jahaa.n zer-o-zabar dekh rahaa huu.n
Abdul Majeed Manzar Murtajapuri
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
imroz-e-intizaar kaa fardaa to kal bhii hai
andoh-e-imshabii kaa saveraa kabhii na thaa
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
mazmuun to pasand thaa achchhaa lagaa na sher
saqm-e-zabaan-o-pastii-e-iz.haar dekh kar
Mohan Singh Deewana
Ghazal
zaKHm milte hai.n ilaaj-e-zaKHm-e-dil miltaa nahii.n
vaz-e-qaatil rah ga.ii rasm-e-masiihaa.ii ga.ii
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
naam uu.nchaa rahe ai pastii-e-duniyaa teraa
hai tire dam se bulandii pe sitaara apnaa
Ahmad Mahfuz
Ghazal
ahl-e-daanish hu.e arbaab-e-siyaasat ke muriid
aisii pastii pe mire dil me.n chhurii lagtii hai
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
dil ko sukuun-e-pasti-e-saahil se kyaa Garaz
har azm hai bulandii-e-tuufaa.n liye hu.e
Shakeel Badayuni
Ghazal
ilaaj-e-hasrat-e-dil-giir kar rahaa huu.n mai.n
muqaddaraat kii ta.amiir kar rahaa huu.n mai.n
Ahsan Lakhnavi
Ghazal
aisaa ilaaj-e-habs-e-dil-e-zaar chaahiye
ik dar fasiil-e-jaa.n me.n havaa-daar chaahiye
Azeem Haider Syed
Ghazal
ilaaj-e-dard-e-dil-e-sogvaar ho na sakaa
vo Gam-navaaz rahaa Gam-gusaar ho na sakaa
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
ab ilaaj-e-dil-e-biimaar-e-sahar ho ki na ho
zindagii saaya-e-gesuu me.n basar ho ki na ho
Iqbal Umar
Ghazal
ab tak ilaaj-e-ranjish-e-be-jaa na kar sake
ik umr me.n bhii husn ko apnaa na kar sake
Abu Mohammad Sahar
Ghazal
ilaaj-e-dard-o-Gam-e-zindagii kahaa.n se laa.e.n
kaho jo sabr kare.n sabr bhii kahaa.n se laa.e.n
Taj Bhopali
Ghazal
kyaa tum ko ilaaj-e-dil-e-shaidaa nahii.n aataa
aataa hai par is tarah ki goyaa nahii.n aataa
Hasrat Mohani
Ghazal
malaal-e-dil se ilaaj-e-Gam-e-zamaana kiyaa
ziyaa-e-mehr se raushan charaaG-e-KHaana kiyaa
Ahmad Mushtaq
Ghazal
kuchh aaj ilaaj-e-dil-e-biimaar to kar le.n
ai jaan-e-jahaa.n aa.o zaraa pyaar to kar le.n