SEARCH RESULTS
Showing search results for "ilm-e-qiyaafa"
Ghazal MATCHES FOR "ilm-e-qiyaafa"
Ghazal
ho gayaa aaj se bas ilm-e-qiyaafa baatil
saadgii se ye khulaa thaa ki sitamgaar nahii.n
Munshi Bihari Lal Mushtaq Dehlwi
Ghazal
teraa irfaan tuu kyaa KHud ko na pahchaan sakaa
thaa miraa daa.ra-e-ilm-o-KHabar hii kitnaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
ilm-o-hunar hai mulk ko darkaar aaj-kal
ham KHud bhale-bure ke hai.n muKHtaar aaj-kal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Anand Narayan Mulla
Ghazal
charche the ilm-o-fazl ke duniyaa-jahaan me.n
ganjiina-haa-e-ilm-o-hunar kaun le gayaa
Habab Hashmi
Ghazal
Imran Shamshad Narmi
Ghazal
jis se gumraah zamaane ko ziyaa miltii hai
ilm-o-irfaan-o-hidaayaat kaa vo dar dekho to
Nafees Ahmad Sahar
Ghazal
mujaaviraan-e-jahaalat ke baalaa-KHaano.n me.n
suKHan-taraazi-e-ilm-o-adab kii qiimat kyaa
Bakhsh Layalpuri
Ghazal
ramz-e-hayaat aalam-e-faanii me.n kho gayaa
meraa vajuud naql-e-makaanii me.n kho gayaa
Moid Rahbar Lakhnavi
Ghazal
pahu.nche vahaa.n to sirf a.ndhere kha.De mile
niklaa dayaar-e-'ilm-o-KHabar Gair-mo'tabar
Manohar Lal Hadi
Ghazal
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
ilm-e-safiina us ko tujhe ilm-e-siina 'bahr'
tuu pul par aur shaiKH hai kaaGaz kii naav par