SEARCH RESULTS
Showing search results for "ilzaam"
Ghazal MATCHES FOR "ilzaam"
Ghazal
sunaa hai us ke labo.n se gulaab jalte hai.n
so ham bahaar pe ilzaam dhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
vaise to tumhii.n ne mujhe barbaad kiyaa hai
ilzaam kisii aur ke sar jaa.e to achchhaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
ham par tumhaarii chaah kaa ilzaam hii to hai
dushnaam to nahii.n hai ye ikraam hii to hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
un ke bhii qatl kaa ilzaam hamaare sar hai
jo hame.n zahr pilaate hu.e mar jaate hai.n
Abbas Tabish
Ghazal
ho.nTo.n pe kabhii un ke miraa naam hii aa.e
aa.e to sahii bar-sar-e-ilzaam hii aa.e
Ada Jafarey
Ghazal
Habib Jalib
Ghazal
mujh pe hai.n saik.Do.n ilzaam mire saath na chal
tuu bhii ho jaa.egaa badnaam mire saath na chal
Shakeel Azmi
Ghazal
churaa ke KHvaab vo aa.nkho.n ko rehn rakhtaa hai
aur us ke sar ko.ii ilzaam bhii nahii.n aataa
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
duniyaa ko bevafaa.ii kaa ilzaam kaun de
apnii hii nibh sakii na bahut din kisii ke saath
Waseem Barelvi
Ghazal
saaraa jvaar-bhaaTaa mire dil me.n hai magar
ilzaam ye bhii chaa.nd ke sar jaanaa chaahiye
Parveen Shakir
Ghazal
ab kahaa.n Dhuu.nDhne jaa.oge hamaare qaatil
aap to qatl kaa ilzaam hamii.n par rakh do
Rahat Indori
Ghazal
koshish ke baavajuud ye ilzaam rah gayaa
har kaam me.n hamesha ko.ii kaam rah gayaa
Nida Fazli
Ghazal
Hafeez Jalandhari
Ghazal
kuchh roz se ham shahr me.n rusvaa na hu.e hai.n
aa phir ko.ii ilzaam lagaane ke liye aa
Kaleem Aajiz
Ghazal
KHud apne aap ko parkhaa to ye nadaamat hai
ki ab kabhii use ilzaam-e-bevafaa.ii na duu.n
Ahmad Faraz
Ghazal
kisii ko ilzaam-e-bevafaa.ii kabhii na denaa
mirii tarah apne aap ko sogvaar karnaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
kis liye uzr-e-taGaaful kis liye ilzaam-e-ishq
aaj charKH-e-tafraqa-parvaaz kii baate.n karo