SEARCH RESULTS
Showing search results for "ilzaam"
Nazm MATCHES FOR "ilzaam"
Nazm
aaj bazar mein pa-ba-jaulan chalo
haakim-e-shahr bhii majma-e-aam bhii
tiir-e-ilzaam bhii sang-e-dushnaam bhii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
teraa Gam hai to Gam-e-dahr kaa jhag.Daa kyaa hai
terii suurat se hai aalam me.n bahaaro.n ko sabaat
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
tu hindu banega na musalman banega
jis ilm ne insaano.n ko taqsiim kiyaa hai
is ilm kaa tujh par ko.ii ilzaam nahii.n hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
taKHliq
jo bhii saa.nso.n me.n ghulaa hai use uryaa.n na karo
chup bhii shola hai magar ko.ii na ilzaam dhare
Ahmad Faraz
Nazm
nazr-e-collage
ma.asuumiyo.n ke jurm me.n badnaam bhii hu.e
tere tufail morid-e-ilzaam bhii hu.e
Sahir Ludhianvi
Nazm
dast-e-tah-e-sang-amada
umDii hai har ik samt se ilzaam kii barsaat
chhaa.ii hu.ii har daa.ng malaamat kii ghaTaa hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
tumne likkha hai
is se pahle ki mire ishq par ilzaam dharo
dekh lo husn kii fitrat me.n to kuchh jhol nahii.n
Prem Warbartani
Nazm
zaban jis ko har ek bole usi ka nam hai urdu
ba-har-unvaa.n yahii ik peshvaa-e-husn-o-KHuubii hai
Galat hai asia me.n morid-e-ilzaam hai urdu
Majid-ul-Baqri
Nazm
pahla patthar
libaas-e-chaak pe tohmat qabaa-e-zarrii.n kii
dil-e-shikasta pe ilzaam bad-dimaaGii kaa
Mustafa Zaidi
Nazm
main kyun bhul jaun
vo ik duusre se yuu.n hii ruuTh jaanaa
vo tark-e-mohabbat ke ilzaam de kar
Arsh Malsiyani
Nazm
maqtal ki eid-e-qurban
jaane ye kis ne banaa.ii hai qayaamat kii shabiih
sirf ilzaam musavvir pe lagaayaa gayaa hai
Khursheed Akbar
Nazm
mera watan
tujh pe tahziib ta.an kartii hai
tujh pe ilzaam KHalq dhartii hai