SEARCH RESULTS
Showing search results for "inaam azmi"
Ghazal MATCHES FOR "inaam azmi"
Ghazal
samajhne vaalaa miraa martaba samajhtaa hai
so farq pa.Dtaa nahii.n kaun kyaa samajhtaa hai
Inaam azmi
Ghazal
kaun hai meraa KHariidaar nahii.n dekhtaa mai.n
dhuup me.n saaya-e-diivaar nahii.n dekhtaa mai.n
Inaam azmi
Ghazal
jis taraf dekhiye baazaar udaasii kaa hai
shahr me.n kaun KHariidaar udaasii kaa hai
Inaam azmi
Ghazal
tasavvuraat me.n vo zoom kar rahaa thaa mujhe
bahut shadiid tavajjoh kaa saamnaa thaa mujhe
Inaam azmi
Ghazal
judaa ho kar samundar se kinaaraa kyaa banegaa
nahii.n sochaa hai ab tak vo hamaaraa kyaa banegaa
Inaam azmi
Ghazal
kabhii to chashm-e-falak me.n hayaa dikhaa.ii de
ki dhuup sar se haTe aur ghaTaa dikhaa.ii de
Inaam azmi
Ghazal
faa.eda us me.n ho yaa apnaa KHasaaraa chaahiye
chaahiye to bas vahii parvardigaaraa chaahiye
Inaam azmi
Ghazal
dar-e-umiid muqaffal nahii.n hu.aa ab tak
mai.n tere hijr me.n paagal nahii.n hu.aa ab tak
Inaam azmi
Ghazal
jo chalaa aataa hai KHvaabo.n kii taraf-daarii ko
us ne dekhaa hii nahii.n aalam-e-be-zaarii ko
Inaam azmi
Ghazal
Inaam azmi
Ghazal
har taraf ik jang kaa maahaul hai 'aazam' yahaa.n
aadmii ab ghar ke bhii andar salaamat hai kahaa.n
Imam Azam
Ghazal
farishta hone se mushkil hai aadmii honaa
ki aadmii ko zamiino.n pe aanaa pa.Dtaa hai
Ameer Imam
Ghazal
Shakeel Azmi
Ghazal
'shakiil' shaah ke maanind chaahtaa hai bahut
'nam' aazmii bhii mujhe aa.ina samajhtaa hai