SEARCH RESULTS
Showing search results for "inho.n"
Ghazal MATCHES FOR "inho.n"
Ghazal
ye dil ko taab kahaa.n hai ki ho ma.aal-andesh
unho.n ne va.ada kiyaa is ne e'tibaar kiyaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
aa.nkho.n me.n rahaa dil me.n utar kar nahii.n dekhaa
kashtii ke musaafir ne samundar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
apnii taraf se kuchh bhii unho.n ne nahii.n kahaa
ham ne javaab sirf savaalaat ke liye
Anwar Shuoor
Ghazal
unho.n ne apne mutaabiq sazaa sunaa dii hai
hame.n sazaa ke mutaabiq bayaan denaa hai
Charagh Sharma
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
mai.n un ke parda-e-be-jaa se mar gayaa 'muztar'
unho.n ne maar hii Daalaa hijaab kar ke mujhe
Muztar Khairabadi
Ghazal
vo apne husn se vaaqif mai.n apnii 'aql se sair
unho.n ne hosh sambhaalaa mujhe junuun hu.aa
Akbar Allahabadi
Ghazal
unho.n ne kyaa na kiyaa aur kyaa nahii.n karte
hazaar kuchh ho magar ik vafaa nahii.n karte
Muztar Khairabadi
Ghazal
kajii par jo aflaak aa.e hu.e hai.n
un aa.nkho.n ke shaayad sikhaa.e hu.e hai.n
Taashshuq Lakhnavi
Ghazal
kis raat nazar kii hai suu-e-chashmak-e-anjum
aa.nkho.n ke tale apne to vo maah-jabii.n thaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
yahii nahii.n ki hamii.n intizaar karte rahe
kabhii kabhii to unho.n ne bhii intizaar kiyaa
Krishn Bihari Noor
Ghazal
Farah iqbal
Ghazal
jab bhii mile ham un se unho.n ne yahii kahaa
bas aaj aane vaale the ham aap kii taraf
Basir Sultan Kazmi
Ghazal
ham na kahte the banaavaT hai ye saaraa Gussa
ha.ns ke lo phir vo unho.n ne hame.n dekhaa dekho
Hasrat Mohani
Ghazal
nigaaho.n me.n phirtii hai aaTho.n pahar
qayaamat bhii zaalim kaa qad ho ga.ii
Muztar Khairabadi
Ghazal
un paa.nv ko aa.nkho.n se ham malte rahe jaisaa
afsos se haatho.n ko ab vaisaa hii malte hai.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
ahvaal KHush unho.n kaa ham-bazm hai.n jo tere
afsos hai ki ham ne vaa.n kaa na baar paayaa