SEARCH RESULTS
Showing search results for "intikhab e kalam e meer ebooks"
Ghazal MATCHES FOR "intikhab e kalam e meer ebooks"
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
Afqar Mohani
Ghazal
mai.n to dil-daada fasaahat kaa huu.n 'bazm'
kyo.n na ho ulfat kalaam-e-'miir' se
Aashiq Husain Bazm Afandi
Ghazal
'hammaad' sab nisaab the jiivan ke dastyaab
KHud mai.n kalaam-e-'miir' ko raTtaa chalaa gayaa
Hammad Younus
Ghazal
unhe.n bhii kiijiye apnii zabaan me.n daaKHil
kalaam-e-'miir' me.n jo lafz hai.n kisuu ke sivaa
Raza Vasfi
Ghazal
kalaam-e-'miir' ke sadqe me.n sher hote hai.n
jo bait hai so qayaamat hai ya.anii ham abhii hai.n
Ahmad Ata
Ghazal
Areeb Usmani
Ghazal
Mohammad Aazam
Ghazal
dillii kaa marsiya ho yaa dil me.n vufuur-e-Gam
dekhe.n kalaam-e-'miir' ko kyaa is kii shaan hai
Abdul Qadir Ahqar Azizi
Ghazal
apne ustaad ke andaaz pe meraa hai kalaam
mujh ko 'naazim' havas-e-pairvii-e-'miir' nahii.n
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Ghazal
Jagdeesh Jain
Ghazal
chun lo qirtaas o qalam yaa teG kar lo intiKHaab
ko.ii fan apnaa.o lekin shaahkaarii siikh lo
Majid Deobandi
Ghazal
vo jo KHumaar-e-miir se ham ko ubhaar le
aisaa ko.ii kalaam nahii.n dekh paa.e ham
Sunil Kumar Jashn
Ghazal
mauquuf karo ham-suKHanii 'miir' kii 'shohrat'
arbaab-e-qalam par ye shab-o-roz ka.De hai.n
Shohrat Bukhari
Ghazal
fikr-e-suKHan me.n raat jo aayaa KHayaal-e-'miir'
taa-der Diary pe qalam kaa.nptaa rahaa
Saghar Mehdi
Ghazal
'Gaalib'-o-'miir' se kahne ko bachaa hii kyaa hai
phir bhii kuchh log qalam to.D ke rakh dete hai.n
Faraz Hasanpuri
Ghazal
'Gaalib'-o-'miir' se kahne ko bachaa hii kyaa hai
phir bhii kuchh log qalam to.D ke rakh dete hai.n
Sulaiman Faraz Hasanpuri
Ghazal
miir-e-mahfil ko gavaara nahii.n ye tarz-e-kalaam
sham'-e-kushta ko jo ‘unvaan-e-sahar de ko.ii