SEARCH RESULTS
Showing search results for "intiqaal"
Ghazal MATCHES FOR "intiqaal"
Ghazal
aise vo ro rahaa thaa miraa haal dekh kar
aayaa hu.aa ho jaise kisii intiqaal me.n
Himanshi Babra
Ghazal
udaas ho ga.ii ek faaKHta chahaktii hu.ii
kisii ne qatl kiyaa hai ye intiqaal nahii.n
Bashir Badr
Ghazal
hazaaro.n KHvaab jo aa.nkho.n ke aasare the kabhii
yatiim ho ga.e aa.nkho.n ke intiqaal ke baad
Varun Anand
Ghazal
marne ke Dar se aur kahaa.n tak jiyegaa tuu
jiine ke din tamaam hu.e intiqaal kar
Mohammad Alvi
Ghazal
'naziir' mar ke chukaanaa pa.Degaa qarz-e-hayaat
nahii.n gar aaj to kal intiqaal rakkhaa hai
Nazeer Banarasi
Ghazal
farishte dil nahii.n rakhte yaqiin aataa hai
kisii hasiin kaa jab intiqaal hotaa hai
Shahzad Qais
Ghazal
zamaana jis kii zindagii me.n qadr kuchh na kar sakaa
ab aasmaan ro rahaa hai us ke intiqaal par
Meena Naqvi
Ghazal
vo shaKHs is jahaan kaa thaa hii nahii.n kabhii
'saahir' ke intiqaal pe hairat nahii.n hu.ii
Parvez Sahir
Ghazal
kuchh aise haadse bhii the jo zaKHm-e-vaqt ke the
so kis se vaqt ke zaKHmo.n kaa indimaal hu.aa
Mahshar Badayuni
Ghazal
ye jism behis hai yaar lekin maraa nahii.n hai
suno abhii intiqaal hone me.n din lage.nge
Javed Mehdi
Ghazal
ye aur baat ki jannat yaqii.n se aage thii
vahaa.n bhii saath gayaa ehtimaal duniyaa kaa
Khursheed Akbar
Ghazal
hamaare paas jise Dhuu.nDhte ho tum aa kar
zamaane biit ga.e us kaa intiqaal hu.e