SEARCH RESULTS
Showing search results for "intiqaal"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "intiqaal"
Ghazal
aise vo ro rahaa thaa miraa haal dekh kar
aayaa hu.aa ho jaise kisii intiqaal me.n
Himanshi Babra
Ghazal
udaas ho ga.ii ek faaKHta chahaktii hu.ii
kisii ne qatl kiyaa hai ye intiqaal nahii.n
Bashir Badr
PAGE MATCHES FOR "intiqaal"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "intiqaal"
Ghazal
marne ke Dar se aur kahaa.n tak jiyegaa tuu
jiine ke din tamaam hu.e intiqaal kar
Mohammad Alvi
Ghazal
'naziir' mar ke chukaanaa pa.Degaa qarz-e-hayaat
nahii.n gar aaj to kal intiqaal rakkhaa hai
Nazeer Banarasi
Ghazal
farishte dil nahii.n rakhte yaqiin aataa hai
kisii hasiin kaa jab intiqaal hotaa hai
Shahzad Qais
Mazahiya
aap ko marnaa hai to pahle se notice diijiye
yaa'nii jurm-e-intiqaal-e-naa-gahaa.n mat kiijiye
Dilawar Figar
Ghazal
zamaana jis kii zindagii me.n qadr kuchh na kar sakaa
ab aasmaan ro rahaa hai us ke intiqaal par
Meena Naqvi
Nazm
aaTa
ho gayaa baazaar se aaTe kaa aisaa intiqaal
ab khule baazaar me.n aaTe kaa milnaa hai muhaal



