SEARCH RESULTS
Showing search results for "ird-gird"
Ghazal MATCHES FOR "ird-gird"
Ghazal
ird-gird sab rang saraasar aur hii kuchh the
aa.nkh khulii to saare manzar aur hii kuchh the
Rafique Ahmad Naqsh
Ghazal
suuraj ke ird-gird bhaTakne se faa.eda
dariyaa hu.aa hai gum to samundar talaash kar
Nida Fazli
Ghazal
khii.nchaa nahii.n hisaar ko.ii apne ird-gird
'ishrat' mai.n apnii zaat me.n tanhaa zaruur huu.n
Ishrat Qadri
Ghazal
samaa'ato.n ko KHamoshii kii vo aziyyat do
ki ird-gird kaa kohraam Thiik lagne lage
Komal Joya
Ghazal
lagaa chukaa hai bahut inqalaab ke naa're
ab ird-gird hii apnaa badal ke dekh zaraa
Sada Ambalvi
Ghazal
jab saik.Do.n subuut ho.n laasho.n ke ird-gird
phir kaise ho yaqiin ki qaatil ko.ii nahii.n
Reshma Zaidi
Ghazal
kuchh apnaa ird-gird badal kar dikhaa 'sadaa'
naahaq pa.Dhaa na sab ko sabaq inqalaab kaa
Sada Ambalvi
Ghazal
ye rang hai nayaa ko.ii mumTii ke ird-gird
pahle kabuutaro.n ko rihaa karne vaalaa huu.n
Iqtidar Javed
Ghazal
hai ird-gird guu.njtii tanhaa.ii kaa hujuum
KHud-KHez KHaamushii kii sadaa ho rahaa huu.n mai.n
Asim Wasti
Ghazal
aa.nkho.n ke ird-gird ke chehre ubhar uThe
jab yaad aa.e Tiis kii suurat vo haadse
Ghyanender Aggarwal
Ghazal
ye jo saa.e se bhaTakte hai.n hamaare ird-gird
chhuu ke un ko dekhiye to vaahima ko.ii nahii.n
Amjad Islam Amjad
Ghazal
hai ird-gird ghanaa ban hare daraKHto.n kaa
khulaa hai dar kisii diivaar me.n havaa ke liye
Muneer Niyazi
Ghazal
tuu paas thaa to faqat tere ird-gird the ham
ki jis tarah ye patange tavaaf karte hai.n
Dr. Yasin Aatir
Ghazal
niilam sii marg nain nigah dil ke aar-paar
jiivan ke ird-gird kiran kunD nuur kaa
Nasir Shahzad
Ghazal
ye ird-gird hii rahtii hai us ke a 'saahil'
ajiib shaKHs hai nekii talaash kartaa hai