SEARCH RESULTS
Showing search results for "ishtihaar"
Ghazal MATCHES FOR "ishtihaar"
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
har-suu lage.nge mujh se sadaaqat ke ishtihaar
har-suu mohabbato.n ke sabaq chho.D jaa.uu.ngaa
Iqbal Sajid
Ghazal
mujhe KHariidne vaalo qataar me.n aa.o
vo chiiz huu.n jo pas-e-ishtihaar rahtii hai
Rahat Indori
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
mohabbato.n ko chhupaate ho buz-dilo.n kii tarah
ye ishtihaar galii me.n lagaanaa chaahiye thaa
Shakeel Jamali
Ghazal
mai.n ko.ii fard nahii.n huu.n ki bojh ban jaa.uu.n
ik ishtihaar huu.n diivaar par lagaa lenaa
Ahmad Kamal Parwazi
Ghazal
ye shahr hai ki numaa.ish lagii hu.ii hai ko.ii
jo aadmii bhii milaa ban ke ishtihaar milaa
Nida Fazli
Ghazal
dil me.n hazaar dard ho.n aa.nsuu chhupaa ke rakh
ko.ii to kaarobaar ho bin ishtihaar ke
Ajay Sahaab
Ghazal
hamaaraa pyaar dikhaave kaa pyaar tho.Dii hai
KHuluus-e-dil hai ko.ii ishtihaar tho.Dii hai
Zameeruddin Sajid
Ghazal
mire hii harf dikhaate the merii shakl mujhe
ye ishtihaar mire ruu-ba-ruu bhii honaa thaa