SEARCH RESULTS
Showing search results for "ishtihaar"
Nazm MATCHES FOR "ishtihaar"
Nazm
intishaar
jise pukaariye miltaa hai ik kha.nDar se javaab
jise bhii dekhiye maazii kaa ishtihaar saa hai
Kaifi Azmi
Nazm
telewision
ishtihaar is tarah laazim hai KHabar-naame ke ba.ad
jaise ful-stop kii maujuudgii comme ke ba.ad
Khalid Irfan
Nazm
aape ranjha hoi
ye kis taariiKH ke aKHbaar kii KHabar hai
ko.ii ishtihaar hai kyaa
Nasreen Anjum Bhatti
Nazm
nim hakim KHatra-e-jaan
har dar-o-diivaar pe chaspaa.n hai.n un ke ishtihaar
fan ke jo maahir the vo bhii ho ga.e be-e'tibaar
Syed Husain Ali Jafri
Nazm
magar main kya karun
phal aane par shaaKHe.n jhuktii hai.n
phuul apnaa ishtihaar nahii.n diyaa karte
Ahsan Rizwi
Nazm
kaj-rawi ka ishtihaar
shaa.iro.n kii KHaslato.n kaa aa.ina
kaj-ravii kaa ishtihaar
Krishna Mohan
Nazm
sawali
ye ishtihaar Gamo.n ke alam kii tasviire.n
ye zindagii hai nahii.n gard-e-zindagii bhii nahii.n
Yusuf Zafar
Nazm
KHidmat-e-adab
ya.anii mushaa.ere kaa chalaate hai.n kaarobaar
chhapvaa ke roz-naamo.n me.n jhuuTaa ye ishtihaar
Raza Naqvi Vahi
Nazm
ye dil mange mor
pichhle do tiin saal se akasr
ghar me.n ik ishtihaar dekhtaa huu.n
Fay Seen Ejaz
Nazm
apni pahchan
daanishvarii saarii aqlo.n kaa ishtihaar ek taraf aur
jazbo.n kaa baazaar ek taraf
Shaista Habeeb
Nazm
tahzib ka tasadum
kisii ba.De ishtihaar me.n uupar
ha.nstaa muskuraataa chehra dekhtaa huu.n
Aquil Ziyad
Nazm
tasalli
ho.nT kyo.n ho.n tishnagii ke ishtihaar
kyaa hu.aa soche hu.e manzar jo haath aa.e nahii.n
Rasheed Ejaz
Nazm
daraKHt-e-zard
sitam ye hai ye kahne se jhijaktaa thaa vo fahhaama
thaa behad ishti.aal-a.ngez bad-qismat o allaama