SEARCH RESULTS
Showing search results for "istedaad"
Ghazal MATCHES FOR "istedaad"
Ghazal
saro.n me.n ek hii saudaa ki lau dene lage KHaak
umiide.n hasb-e-istedaad rakhnaa chaahte hai.n
Iftikhar Arif
Ghazal
inqalaab aa kar madad dete hai.n istedaad ko
karvaTe.n badle.n lahuu ne aur insaa.n ho gayaa
Saqib Lakhnavi
Ghazal
hai shikast-e-be-sutuu.n me.aar-e-istedaad-e-ishq
kohkan kaa naam fard-e-jauhar-e-qaabil me.n hai
Shola Kararvi
Ghazal
Mani Jayasi
Ghazal
bas ab to munjamid zehno.n kii 'yaavar' barf pighle
kahaa.n tak apnii istedaad ke jauhar nikaaluu.n
Yaqoob Yawar
Ghazal
Arif Nadwi
Ghazal
hai istifaada-e-sohbat ko shart istedaad
muhaal hai kabhii kaa.nTo.n me.n gul kii buu aa.e
Riyaz Hasan Khan Khayal
Ghazal
reKHte ke tumhii.n ustaad nahii.n ho 'Gaalib'
kahte hai.n agle zamaane me.n ko.ii 'miir' bhii thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
kyaa kahe.n kitne hii nukte hai.n jo barte na ga.e
KHush-badan ishq kare.n aur hame.n ustaad rakhe.n
Jaun Eliya
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
ishq ke aate hii mu.nh par mire phuulii hai basant
ho gayaa zard ye shaagird jab ustaad aayaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
mere kaarobaar me.n sab ne ba.Dii imdaad kii
daad logo.n kii galaa apnaa Gazal ustaad kii