SEARCH RESULTS
Showing search results for "istia.aran"
Ghazal MATCHES FOR "istia.aran"
Ghazal
ek musht-e-KHaak aur vo bhii havaa kii zad me.n hai
zindagii kii bebasii kaa isti.aara dekhnaa
Parveen Shakir
Ghazal
gulaab haath me.n ho aa.nkh me.n sitaara ho
ko.ii vajuud mohabbat kaa isti.aara ho
Parveen Shakir
Ghazal
tumhaare zikr se yaad aa.e kyaa ghaTaa ke sivaa
hamaare paas ko.ii aur isti.aaraa nahii.n
Qateel Shifai
Ghazal
hayaat ab shaam-e-Gam kii tashbiih KHud banegii
tumhaarii zulfo.n kaa isti.aara nahii.n chalegaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
Pirzada Qasim
Ghazal
gaa.ikii me.n jitne sur the khaa ga.ii shoriidgii
shaa.irii me.n jitne bhii the isti.aare mar ga.e
Syed John Abbas Kazmi
Ghazal
havaa-e-taaza paa kar bostaa.n ko yaad karte hai.n
asiiraan-e-qafas vaqt-e-sahar fariyaad karte hai.n
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
kyaa chho.De.n asiiraan-e-mohabbat ko vo jis ne
sadqe me.n na ik murG-e-giraftaar bhii chho.Daa
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Ajiz Kamaal Rana
Ghazal
ab izn ho to tirii zulf me.n piro de.n phuul
ki aasmaa.n ke sitaare to isti.aare the
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
ham asiiraan-e-qafas aag lagaa sakte hai.n
fursat-e-naGma kabhii hasrat-e-parvaaz to de