SEARCH RESULTS
Showing search results for "istigaasa"
Ghazal MATCHES FOR "istigaasa"
Ghazal
Suhaib Farooqui
Ghazal
hai istiGaasa-e-hal-min bhii hech un ke liye
jo saazgaar fazaa.o.n se jhuuT bolte hai.n
Aqib Haidar
Ghazal
istiGaasa qatl kaa hai jaan chhuTne kii nahii.n
har sitam kii aap ab taaviil le kar aa.iye
Suhail Naqsh
Ghazal
Amir Ameer
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
chalo saro.n kaa KHiraaj nok-e-sinaa.n ko baKHshe.n
ki jaa.n bachaane kaa istiKHaara nahii.n chalegaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
na ko.ii faal nikaalii na istiKHaara kiyaa
bas ek sub.h yuu.nhii KHalq se kinaara kiyaa
Jamal Ehsani
Ghazal
puuchh mat rusvaa.i-e-andaaz-e-istiGnaa-e-husn
dast marhuun-e-hinaa ruKHsaar rahn-e-Gaaza thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
vaa.n ka.ngar-e-istiGnaa har-dam hai bulandii par
yaa.n naale ko aur ulTaa daavaa-e-rasaa.ii hai
Mirza Ghalib
Ghazal
bas ek chehra kitaabii nazar me.n hai 'naasir'
kisii kitaab se mai.n istifaada kyaa kartaa
Nasir Kazmi
Ghazal
mohabbat ho ki nafrat ho usii se mashvara hogaa
mirii har kaifiyat me.n istiKHaara saath hotaa hai
Wasi Shah
Ghazal
tamaam agle zamaano.n ko ye ijaazat hai
hamaare ahd-e-guzishta se istifaada kare.n
Manzoor Hashmi
Ghazal
jab apnii aag hii kaafii hai mere jiine ko
to mahr o maah se bhii istifaada kyaa karnaa