SEARCH RESULTS
Showing search results for "istikhaara"
Ghazal MATCHES FOR "istikhaara"
Ghazal
Amir Ameer
Ghazal
hayaat ab shaam-e-Gam kii tashbiih KHud banegii
tumhaarii zulfo.n kaa isti.aara nahii.n chalegaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
na ko.ii faal nikaalii na istiKHaara kiyaa
bas ek sub.h yuu.nhii KHalq se kinaara kiyaa
Jamal Ehsani
Ghazal
mohabbat ho ki nafrat ho usii se mashvara hogaa
mirii har kaifiyat me.n istiKHaara saath hotaa hai
Wasi Shah
Ghazal
badal ga.e hai.n iraade to hasrato.n me.n magar
kuchh aarzuu.e.n abhii istiKHaaraa kartii hai.n
Shehpar Rasool
Ghazal
ham apne zauq-e-safar ko safar sitaaraa kare.n
na ko.ii zaa.icha khii.nche.n na istiKHaara kare.n
Anjum Khaleeq
Ghazal
libaas-e-yaar ko mai.n paara-paara kyaa kartaa
qabaa-e-gul se use isti.aara kyaa kartaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
ab us safar kii sa.uubat kaa kyaa kahe.n jis me.n
qadam qadam pe hame.n istiKHaara karnaa pa.Daa
Kabeer Athar
Ghazal
udaas raat ko mahkaa.e.n ko.ii chaaraa kare.n
KHayaal-e-yaar ko KHushbuu kaa isti.aaraa kare.n
Arshad Abdul Hamid
Ghazal
Meer Kallu Arsh
Ghazal
faa.eda hai yaa KHasaara ham ko sab ma.aluum hai
kyo.n kare.n ham istiKHaara ham ko sab ma.aluum hai
Ahmad Iftikhar khatak
Ghazal
ibaadat me.n abhii mashGuul hai.n in ko na chhe.Do
vafaa kis se kare.nge istiKHaara chal rahaa hai
nawed malik
Ghazal
Ameer Imam
Ghazal
kaun sii saa.at hai behtar kaun saa pal Thiik hai
us se milnaa hai zaraa tum istiKHaara dekhnaa
Yawar Warsi
Ghazal
Irfan Siddiqi
Ghazal
aa.e jab va.ade ke shab meh.ndii lagaa baiThaa vo shoKH
duusrii raat istiKHaara aane ko aayaa buraa