SEARCH RESULTS
Showing search results for "istiqlaal"
Ghazal MATCHES FOR "istiqlaal"
Ghazal
Arsh Malsiyani
Ghazal
hazrat-e-'akbar' ke istiqlaal kaa huu.n mo'tarif
ta-ba-marg us par rahe qaa.im jo dil me.n Thaan lii
Akbar Allahabadi
Ghazal
kaun sii mushkil hai jo aasaa.n na ho
dil me.n istiqlaal tho.Daa chaahiye
Sardar Ganda Singh Mashriqi
Ghazal
vasl bhii hogaa 'hasan' tuu Tuk to istiqlaal kar
haal apnaa ham se kah kah ham ko mat behaal kar
Meer Hasan
Ghazal
paa-e-istiqlaal me.n laGzish na aa jaa.e kahii.n
azm-e-raasiKH hii ko apnaa rahbar-e-kaamil samajh
Rishi Patialvi
Ghazal
kyuu.nki istiqlaal kaa dam maare.n ham
ustuKHaa.n apne to hai.n paanii sariih
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
dard-o-kulfat se na ghabraa ai 'mayank' is daur me.n
sabr-o-istiqlaal kaa ik imtihaa.n hai zindagii
Mayank Akbarabadi
Ghazal
Qazi Syed Mushtaq Naqvi
Ghazal
aise vo ro rahaa thaa miraa haal dekh kar
aayaa hu.aa ho jaise kisii intiqaal me.n
Himanshi Babra
Ghazal
majaaz qaid mu'amma shabiih istiqbaal
kisii se aa.nkh milaane me.n adbiyaat pa.Dhii
Shahzad Qais
Ghazal
udaas ho ga.ii ek faaKHta chahaktii hu.ii
kisii ne qatl kiyaa hai ye intiqaal nahii.n
Bashir Badr
Ghazal
hazaaro.n KHvaab jo aa.nkho.n ke aasare the kabhii
yatiim ho ga.e aa.nkho.n ke intiqaal ke baad
Varun Anand
Ghazal
marne ke Dar se aur kahaa.n tak jiyegaa tuu
jiine ke din tamaam hu.e intiqaal kar