SEARCH RESULTS
Showing search results for "izn-e-uquubat"
Ghazal MATCHES FOR "izn-e-uquubat"
Ghazal
sar-e-tasliim hai KHam izn-e-uquubat ke baGair
ham to sarkaar ke maddaah hai.n KHil.at ke baGair
Irfan Siddiqi
Ghazal
jahaa.n se izn-e-takallum kabhii nahii.n miltaa
vahii.n pe apnii dariida zabaan chho.D aa.e
Noor -e-Shama Noor
Ghazal
ka.ii baar us ne dekhaa aaj chashm-e-qahr se ham ko
sazaa-vaar-e-uquubat to hu.e ai baKHt baare ham
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
naaz the kyaa kyaa uruuj-e-nayyar-e-iqbaal par
dopahar ke baa'd dekhaa vaqt-e-shaam aa hii gayaa
Rashid Shahjahanpuri
Ghazal
hame.n to aarzuu-e-izn-e-haazirii hai bahut
zahe-nasiib agar izn-e-guftuguu bhii mile
Haneef akhgar
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
mai.n sirf vo nahii.n jo nazar aa gayaa tujhe
muzhda phir izn-e-baar-e-digar aa gayaa tujhe
Dil Ayubi
Ghazal
na izn-e-aah-o-fuGaa.n hai ki nauha-e-hastii
kise sunaa.e.n jo alfaaz KHuu.n-chakiidaa hai.n
Musarrat Jabeen Zeba
Ghazal
jab KHilaaf-e-maslahat hai izn-e-‘arz-e-mudda.aa
KHud-kalaamii hii sikhaa de zindagii ai zindagii
Urooj Zehra Zaidi
Ghazal
jab izn-e-arz-e-haal diyaa hai to chup raho
ab naaravaa hai talKHii-e-guftaar dekhnaa
Naseer Koti
Ghazal
Tafzeel Ahmad
Ghazal
ai ibn-e-aadmiyyat-o-insaaniyat shu'uur
kaar-e-KHirad ye hai ki na maane gum-e-daroG
Akhlaq Ahmad Ahan
Ghazal
ham izn-e-arz-e-haal pe ab kashmakash me.n hai.n
dil ko ye zid hai shauq kaa daftar hii le chale.n
Urooj Zaidi Badayuni
Ghazal
tire sitam kaa bahut GalGala sunaa.ii de
mire habiib mujhe izn-e-lab-kushaa.ii de