SEARCH RESULTS
Showing search results for "izn-e-uquubat"
Nazm MATCHES FOR "izn-e-uquubat"
Nazm
padmani
ye vo bijlii thii qayaamat kii ta.Dap thii jis me.n
shola-e-naar-e-uquubat kii ta.Dap thii jis me.n
Suroor Jahanabadi
Nazm
jazb-e-ghairat
chaman me.n jis se hai izn-e-shaguft-e-Guncha-o-gul
gudaaz qalb vo baKHshaa hai tujh ko qudrat ne
Masood Akhtar Jamal
Nazm
jashn-e-id
ba-naam-e-izn-e-takallum ba-naam-e-jabr-e-sukuut
kisii ne ho.nT chabaa.e kisii ne giit bune
Shakeb Jalali
Nazm
jazbaat nafsiyat se baala-tar hain
jis ke baa.is
nii.nd ko izn-e-haazirii nahii.n milaa
Omainuz Zahra Sayyad
Nazm
ye raat hogi tawil kitni
na.ii sahar kaa payaam degii
labo.n ko izn-e-kalaam degii
Firoz Natiq Khusro
Nazm
rang-e-siyah ke nam ek nazm
un siyah-faam be-bas chaTaano.n ko
izn-e-rihaa.ii bhalaa kaun de
Hasan Akbar Kamal
Nazm
tere bare mein sochta hun main
izn-e-iz.haar chaahtaa huu.n mai.n
ko.ii Gam-KHvaar chaahtaa huu.n mai.n
Akhtar Ziai
Nazm
khel
laGziida qadam izn-e-KHirad maa.ng rahe hai.n
duzdiida nigaaho.n me.n hayaa khel rahii hai
Shorish kashmiri
Nazm
mothers day par
faqat ik baar izn-e-baaryaabii de
aazaab-e-naarasaa.ii KHatm kar de aur
Shahnaz Parveen Shazi
Nazm
palaT aao
ka.ii sadiyo.n se terii yaad kii chhaa.nv me.n baiThaa hai
use izn-e-huzuurii do
Arshad Malik
Nazm
man tere jaane ke baad
daf.atan izn-e-safar par KHalaq hairaa.n ho ga.ii
zindagii bhii ek lamha ko pareshaa.n ho ga.ii
Shahnaz Parveen Shazi
Nazm
kar gae kuch kahan
jab bhii saaqii ne suraahii ko diyaa izn-e-KHiraam
bazm kii bazm pukaaregii ki aaGaaz me.n tuu
Ahmad Faraz
Nazm
ajnabi
izn-e-fariyaad nahii.n ruKHsat-e-goyaa.ii nahii.n
duur us paar shafaq rang guphaa.o.n se pare
Shaz Tamkanat
Nazm
pas-e-taqrib-e-mulaqat
mehrbaa.n husn kaa baKHshaa hu.aa ye izn-e-kalaam
aaj phir jaagtii rah jaa.egii har baam tale
Abdul Ahad Saaz
Nazm
sanpole
tumhaare paas to bas ek izn-e-raushnii hai
aur un ke paas hai ik sarmadii nusKHa