SEARCH RESULTS
Showing search results for "jaah-o-hasham"
Ghazal MATCHES FOR "jaah-o-hasham"
Ghazal
allaah bashar jaah-o-hasham bech rahe hai.n
KHud-saaKHta patthar ke sanam bech rahe hai.n
Faizan Asad
Ghazal
Samad Raza
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
nahii.n jin ko jaah-o-hasham kaa takabbur
vahii lutf-e-jaah-o-hasham dekhte hai.n
Ismail Merathi
Ghazal
barahna karne lagii inqalaab kii aa.ndhii
qabaa-e-jaah-o-hasham bhii zaraa na raas aa.ii
riaz hanfi
Ghazal
shaukat-e-jaah-o-hasham KHaak ajal ke haatho.n
dahr me.n phir ko.ii kyo.n auj-e-sikandar maa.nge
Abdul Qayyum Zaki Aurangabadi
Ghazal
Guruur-e-jaah-o-hasham ne tamaam umr hame.n
kahii.n kaa rakkhaa na aavaara-e-anaa karke
Tarab Siddiqi
Ghazal
yaarab ho buraa is havas-e-dil kaa nahii.n chain
iflaas bhii khoyaa talab-e-jaah-o-hasham me.n
Qalaq Merathi
Ghazal
do-chaar din kii baat nahii.n ai hujuum-e-shauq
miltaa hai husn-e-jaah-o-hasham muddato.n ke baad
Sibtain Shahjahani
Ghazal
bazm-e-shaahii me.n ba-sad-jaah-o-hasham kaun gayaa
dosh par apne liye haq kii ridaa mere baa'd
Rafeeq Jabir
Ghazal
na hubb-e-jaah-o-hasham hai na maal-o-zar kii talaash
dar-e-faqiir pe kis ne ye taaj rakkhaa hai
Shoaib Ahmad Khan Shoaib
Ghazal
daraKHto.n samundar havaa aur falak par
'ajab us kaa jaah-o-hasham dekhte hai.n
Rana Khalid Mahmood Qaiser
Ghazal
vahii hai azmat o jaah o hasham vahii mansab
faqiih-e-shahr vahii hai KHitaab kaise karuu.n
Naeem Saba
Ghazal
jab jhuuT raaviyo.n ke qalam bolne lage
har KHud-sarii ko jaah-o-hasham bolne lage
Husain Taj Rizvi
Ghazal
izzat vaqaar jaah-o-hasham sab tumhaare naam
ham ne jo intisaab kiyaa kuchh nahii.n kiyaa
Abul Khair Nashtar
Ghazal
ham badalte nahii.n 'armaan' kabhii jaah-o-hasham
haa.n isii KHvaab kii ta.abiir na.ii hotii hai
Ali Arman
Ghazal
maal-o-manaal jaah-o-hasham kaa bas ik junuu.n
a.asaab par savaar hai aa.o du.aa kare.n