SEARCH RESULTS
Showing search results for "jaam-e-mai-e-jam-jam"
Ghazal MATCHES FOR "jaam-e-mai-e-jam-jam"
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
jaam-e-mai-e-alast se sarshaar ho ga.e
ya.anii rahiin-e-KHaana-e-KHammaar ho ga.e
Maharaja Sir Kishan Parashad Shad
Ghazal
mujhe to jaam-o-mai-o-gul kaa intizaar nahii.n
mai.n KHud bahaar huu.n mere liye bahaar nahii.n
Abdul Majeed Dard Bhopali
Ghazal
Gam-e-firaaq mai o jaam kaa KHayaal aayaa
safed baal liye sar pe ik vabaal aayaa
Shad Azimabadi
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
aataa hai yaad daur-e-mai-o-jaam-e-mai-kada
gardish me.n dekhtaa huu.n jo shams-o-qamar ko mai.n
Syed Masood Hasan Masood
Ghazal
aataa hai yaad daur-e-mai-o-jaam-e-mai-kada
gardish me.n dekhtaa huu.n jo shams-o-qamar ko mai.n
Syed Masood Hasan Masood
Ghazal
jaam-e-mai-e-‘irfaa.n kaa talabgaar hai 'aarif'
jaam-e-mai-e-ra.ngii.n kaa parastaar nahii.n hai
Aarif-ul-Qadri
Ghazal
terii maKHmuur nigaaho.n ke tasadduq me.n ko.ii
vaaqif-e-raaz-e-mai-o-jaam hu.aa jaataa hai
Nakhshab Jaarchawi
Ghazal
saaqii kii nigaaho.n ne pilaa dii hai kuchh aisii
jaam-e-mai-e-gul-faam ke KHvaahaa.n na rahe ham
Lalan Chaudhary
Ghazal
vo shor thaa mahfil me.n ki chillaa uThaa 'vaa.iz'
ik jaam-e-mai-e-hosh-rubaa chaahiye mujh ko
Arsh Siddiqui
Ghazal
us kii jaam-e-jam aa.nkhe.n shiisha-e-badan meraa
us kii band muTThii me.n saaraa baa.nkpan meraa
Abdullah Kamal
Ghazal
Parvez Shahidi
Ghazal
chuumtaa haath mai.n saaqii ke adab maane thaa
le liyaa jaam-e-mai-e-hosh-rubaa kaa bosa
Riyaz Khairabadi
Ghazal
saaqii ne jo zaahid ko zaraa aa.nkh dikhaa.ii
be-KHud hu.e ik jaam-e-mai-e-hosh-rubaa me.n