SEARCH RESULTS
Showing search results for "jaame.a"
Ghazal MATCHES FOR "jaame.a"
Ghazal
ham ne to unhe.n jaamia se naqd KHariidaa
phir kis tarah ja.alii hu.ii.n asnaad hamaarii
Sarfaraz Shahid
Ghazal
miinaa-ba-miinaa mai-ba-mai jaam-ba-jaam jam-ba-jam
naaf-piyaale kii tire yaad ajab sahii ga.ii
Jaun Eliya
Ghazal
kartaa huu.n jam.a phir jigar-e-laKHt-laKHt ko
arsa hu.aa hai daavat-e-mizhgaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
rishta-e-naaz ko jaanaa bhii to tum se jaanaa
jaama-e-faKHr pahannaa bhii tumhii se siikhaa
Zehra Nigaah
Ghazal
samjhe hai.n ahl-e-sharq ko shaayad qariib-e-marg
maGrib ke yuu.n hai.n jam.a ye zaaG o zaGan tamaam
Hasrat Mohani
Ghazal
jam.a the raat mire ghar tire Thukraa.e hu.e
ek dargaah pe sab raa.nda-e-dargaah mile
Umair Najmi
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Jameel Malik
Ghazal
kis tarah jam.a kiijiye ab apne aap ko
kaaGaz bikhar rahe hai.n puraanii kitaab ke