SEARCH RESULTS
Showing search results for "jaan-e-chaman"
Ghazal MATCHES FOR "jaan-e-chaman"
Ghazal
Ehsan Danish Kandhlvi
Ghazal
ab bhii hai ham ko ahl-e-chaman bas unhii.n se pyaar
is dil ko baar baar dukhaane ke baa'd bhii
Ashhad Bilal Ibn-e-chaman
Ghazal
ibn-e-chaman hai terii vafaa.o.n pe jaa.n-nisaar
apnaa banaa ke tuu ne mukammal kyaa mujhe
Ashhad Bilal Ibn-e-chaman
Ghazal
aa jaa.o ki bahaar hai apne shabaab par
'ibn-e-chaman' ke vasl kaa saamaa.n kiye hu.e
Ashhad Bilal Ibn-e-chaman
Ghazal
vaqt-e-sahar hai aur chaman me.n shabnam chamke aise
jaise kirno.n ke dhaago.n me.n motii ho.n anmol
Chaman Lal Chaman
Ghazal
Mazhar Mirza Jaan-e-Janaan
Ghazal
mutrib bhii tuu nadiim bhii tuu saaqiyaa bhii tuu
tuu jaan-e-anjuman hii nahii.n anjuman bhii hai
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
ai andaliib-e-jaan-e-chaman jism par na phuul
viiraana ek roz tiraa aashiyaana hai
Naseem Dehlvi
Ghazal
KHud ishq qurb-e-jism bhii hai qurb-e-jaa.n ke saath
ham duur hii se un ko pukaar aa.e ye nahii.n
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
unhe.n jaan-e-chaman kyuu.nkar na samjhuu.n
hai chehra phuul to lab pankhu.Dii hai
Riyaz Ghazipuri
Ghazal
ai KHuld-nazar jaan-e-chaman ruuh-e-bahaaraa.n
shabnam ko ye namnaak ziyaa tujh se milii hai
Mansha ur Rahman Khan Mansha
Ghazal
kahe.n sune.nge ham aapas me.n dard-e-dil apnaa
chaman me.n 'aish' jo ham bulbul-e-chaman se mile
Hakeem Aagha Jan Aish
Ghazal
Hakeem Aagha Jan Aish
Ghazal
jaan-e-muztar ko na ho kyuu.n dil-e-betaab se haz
hotaa ahbaab ko hai sohbat-e-ahbaab se haz
Hakeem Aagha Jan Aish
Ghazal
jaan-o-dil le ke ab KHafaa hai kyuu.n
ham ne kahnaa tiraa na maanaa kyaa
Hakeem Aagha Jan Aish
Ghazal
thii yahii KHushii un kii is liye sunaa ham ne
jaan-o-dil kiyaa kaise vaqf-e-imtihaa.n apnaa