SEARCH RESULTS
Showing search results for "jaan-e-ma.aanii"
Ghazal MATCHES FOR "jaan-e-ma.aanii"
Ghazal
jazaa hai Gam kii to mil jaa.e aaj ai 'maanii'
ki sau Gamo.n kaa hai Gam kal kaa intizaar mujhe
Mani Jayasi
Ghazal
aap ke sajde me.n ruuh-e-sajda ai 'maanii' kahaa.n
kaash ye ehsaas hotaa KHam hai peshaanii kahaa.n
Mani Jayasi
Ghazal
soz-e-'maanii' kaa zamaane me.n hai kis ko ehsaas
aaj phir dard mire pahluu me.n bekaar uThaa
sulaiman ahmad mani
Ghazal
Mani Jayasi
Ghazal
bhar bhar ke de rahaa hai falak talKH jaam-e-Gam
kyaa zauq hai balaa kaa piye jaa rahaa huu.n mai.n
Mani Jayasi
Ghazal
ishq hai Gam jo sikhaataa hai fanaa ho jaanaa
dard-e-dil hai jise aataa hai davaa ho jaanaa
Mani Jayasi
Ghazal
be-shak is jiine se mar jaane me.n aasaanii to hai
lekin ai dil marzii-e-qaatil kii qurbaanii to hai
Mani Jayasi
Ghazal
Mani Jayasi
Ghazal
Mani Jayasi
Ghazal
Mani Jayasi
Ghazal
haa.n labaalab to hai labrez nahii.n jaam abhii
zabt me.n hai asar-e-gardish-e-ayyaam abhii
Mani Jayasi
Ghazal
ab kahaa.n lazzat-e-ehsaas-e-taraqqii 'maanii'
yaas me.n jazar-o-mad-e-dard-e-tamanna bhii nahii.n
Mani Jayasi
Ghazal
ye kaun maane ki naa-aashnaa-e-raaz hai tuu
magar yahii ki KHudaavand-e-be-niyaaz hai to
Mani Jayasi
Ghazal
har taraf shor hai 'maanii' chaman-aaraa.ii hai
tuu bhii phir dars-e-fuGaa.n de ki bahaar aa.ii hai
Mani Jayasi
Ghazal
Mani Jayasi
Ghazal
sard sii aql ke hamraah ravaa.n hai.n 'maanii'
taabish-e-ishq mayassar mayassar hii nahii.n aa.ii hai