SEARCH RESULTS
Showing search results for "jaanib-e-dar"
Ghazal MATCHES FOR "jaanib-e-dar"
Ghazal
mahruum-e-shash-jahaat nigaaho.n ko kar ga.e
bas ik nigaah-e-jaanib-e-dar de ga.e mujhe
Aleem Akhtar muzaffarnagri
Ghazal
ghul kar bhii jaanib-e-dar-e-piir-e-muGaa.n rahuu.n
mauj-e-sharaab-e-naab banuu.n aur ravaa.n rahuu.n
Muztar Khairabadi
Ghazal
ko.ii ummiid nahii.n baaqii magar dekhte hai.n
bistar-e-marg pe hai.n jaanib-e-dar dekhte hai.n
Ismail Raaz
Ghazal
ehtiyaatan ko.ii dar pho.D le.n diivaar me.n aur
shor ba.Dhtaa hu.aa kuchh jaanib-e-dar lagtaa hai
Anand Narayan Mulla
Ghazal
qaid-e-qafas se zindagii pahle hu.ii rihaa
aur raushnii sii jaanib-e-dar baad me.n hu.ii
Shaida Sadaf
Ghazal
chale hai.n jaanib-e-daar-o-rasan KHaraabaatii
gunah kaa rang dikhaanaa hai paarsaa.o.n ko
Akhtar Ansari Akbarabadi
Ghazal
takte rahe jaanib-e-dar ai vaa.e
mar mar ke ba-vaqt-e-vapsii.n ham
Syed Ghazanfar Ali Ghazanfar
Ghazal
jazba-e-dil ne mire taasiir dikhlaa.ii to hai
ghu.ngruu.o.n kii jaanib-e-dar kuchh sadaa aa.ii to hai
Akbar Allahabadi
Ghazal
akasr is tarah se bhii raat basar hotii hai
raat kii raat nazar jaanib-e-dar hotii hai
Nazeer Banarasi
Ghazal
dard-e-firaaq kii sahar-e-avvalii.n 'hafiiz'
uThte hii jaanib-e-dar-o-diivaar dekhnaa
Hafeez Hoshiarpuri
Ghazal
zinda rahne kii tamanna me.n hai marnaa mushkil
jaanib-e-daar-o-rasan ba.Dhtaa qadam thaam liyaa
Sabeen Yunus
Ghazal
tuu gayaa ghar me.n mujhe chho.D ke tanhaa jab se
sar paTakte hai.n sitamgar dar-o-diivaar se ham
Sipah Daar Khan Begun
Ghazal
hai shab-e-vasl mai-e-vasl piyo tum be-KHauf
aa.nkh kyo.n aap kii hai jaanib-e-dar kuchh bhii nahii.n
Mirza Qadir Bakhsh Sabir Dehlavi
Ghazal
ishq-e-mahbuub kii lazzat ho mayassar jis ko
janib-e-daar bhii be-KHauf-o-KHatar jaa.egaa
Ibrahim Noori
Ghazal
iztiraab-e-nigah-e-shauq pe aatii hai ha.nsii
tere hote jo nazar jaanib-e-dar jaatii hai
Hadi Mustafabadi
Ghazal
past rakkho apnii aavaazo.n ko varna duur tak
baat ghar kii raKHna-e-diivaar-o-dar le jaa.egaa