SEARCH RESULTS
Showing search results for "jabal"
Ghazal MATCHES FOR "jabal"
Ghazal
Muneer Niyazi
Ghazal
ishq ke haath se ne qais na farhaad bachaa
is ko gar dasht me.n to us ko jabal me.n maaraa
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
aate hii un ke dasht o jabal muskuraa uThe
aise me.n apnaa haal sunaayaa na jaa sakaa
Wasif Dehlvi
Ghazal
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
kis kii khoj me.n ham ne dasht-o-jabal dekhe
bastii bastii ham jo phire to kis ke liye
Zulfeqar Ahmad Tabish
Ghazal
aate nazar hai.n dasht-o-jabal zard har taraf
hai ab ke saal aisii hai ai dostaa.n basant
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
na khii.nch dasht o jabal bahr o bar se qadmo.n ko
ye sab rukaavaTe.n hai.n in ko paar kartaa chal
Ghulam Murtaza Rahi
Ghazal
Baldev Raaj
Ghazal
tujh me.n kahaa.n ye buuqalamuunii kahaa.n ye sa.ng
dasht-o-jabal ko KHair se ab bhaag ai basant
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
chashme ubal rahe hai.n dasht o jabal se kaise
kyaa ye zamiin itnii sairaab ho ga.ii hai
Obaid Siddiqi
Ghazal
Shabnam Munavari
Ghazal
aavaargii le jaa.e hai jaane kahaa.n kahaa.n
niklaa mai.n sahraa se juu.nhii suu-e-jabal gayaa
Rauf Yasin Jalali
Ghazal
zarb se us kii laraztaa hai dil-e-sang-e-jabal
tesha-e-azm-o-yaqii.n zaamin hai juu-e-shiir kaa
Mohammad Sharfuddin Sahil
Ghazal
nasheb vaale jise sar uThaa ke dekhte the
nishaan miTte usii al-jabal ke dekhte hai.n
Shafaq Tanveer
Ghazal
Hairat bin Wahid
Ghazal
vo ab ja.ng-o-jadal kuchh bhii nahii.n hai
nahii.n dasht-o-jabal kuchh bhii nahii.n hai
Imtiyaz Danish Nadwi
Ghazal
vo mil na sake ham ko kahii.n dasht-o-jabal me.n
Dhuu.nDaa hai unhe.n ham ne sar-e-raahguzar bhii
Rahbar Jadeed
Ghazal
tamaam sahraa-o-dasht-o-jabal kahe.n labbaik
azal se phailii fazaa.o.n me.n ik azaan to hai