SEARCH RESULTS
Showing search results for "jahaa.n-numaa"
Ghazal MATCHES FOR "jahaa.n-numaa"
Ghazal
dil apne ranj-o-Gam se jaam-e-jahaa.n-numaa thaa
ab aap hii bataa.e.n achchhaa thaa yaa buraa thaa
Saqib Lakhnavi
Ghazal
paik-e-KHayaal bhii hai ajab kyaa jahaa.n-numaa
aayaa nazar vo paas jo apne se duur thaa
George Puech Shor
Ghazal
na kyuu.n ho saahib-e-jaam-e-jahaa.n-numaa ko hasad
sharaab se mujhe apnaa suraaG miltaa hai
Anwar Shuoor
Ghazal
jaisaa jaam-e-jahaa.n-numaa hai dil
sair vo kab hai saaGar-e-jam me.n
Meer Muzaffar Husain Zameer
Ghazal
tuu aa.ine pe na apne kar ai sikandar naaz
ki ham bhii rakhte hai.n jaam-e-jahaa.n-numaa dil kaa
Shah Naseer
Ghazal
Noor Bijnauri
Ghazal
Shah Naseer
Ghazal
jahaa.n-numaa to hai saaqii-numaa nahii.n 'naatiq'
badal ke le gayaa jamshed meraa paimaana
Natiq Lakhnavi
Ghazal
nahii.n hai mujh ko ai jamshed tere jaam se kaam
jahaa.n-numaa hai mujhe apne KHush-KHiraam se kaam
Miskeen Shah
Ghazal
ajiib raah pe laa.e ga.e hai.n log jahaa.n
hujuum-e-kaif bhii lagtaa hai haadsaat-numaa
Shahid Ahmad Shoaib
Ghazal
aalaam-e-rozgaar kaa mu.nh zard ho gayaa
har zaKHm kaa ilaaj tiraa dard ho gayaa
Muzaffar Hanfi
Ghazal
kaise jaanuu.n ki jahaa.n KHvaab-numaa hotaa hai
jabki har shaKHs yahaa.n aabla-paa hotaa hai
Sagheer Malal
Ghazal
jo murG-e-qibla-numaa ban ke aashiyaa.n se chale
ta.Dap ta.Dap ke vahii.n rah ga.e jahaa.n se chale
Shad Lakhnavi
Ghazal
haath aa.e to vahii daaman-e-jaanaa.n ho jaa.e
chhuuT jaa.e to vahii apnaa garebaa.n ho jaa.e