SEARCH RESULTS
Showing search results for "jaka.D"
Ghazal MATCHES FOR "jaka.D"
Ghazal
azhdahaa ban ke rag-o-pai ko jaka.D letaa hai
itnaa aasaan nahii.n Gam se rihaa ho jaanaa
Rehman Faris
Ghazal
ye aur baat ki mahsuus tak na hone duu.n
jaka.D sii letii hai dil ko tirii ko.ii ko.ii baat
Jawad Sheikh
Ghazal
tuu ishq ke tuufaan ko baa.nho.n me.n jaka.D le
allaah kare zor-e-shabaab aur ziyaada
Hasrat Jaipuri
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
jaka.D ke saa.nso.n me.n tash.hiir ho rahii hai mirii
mai.n ek qaid sipaahii huu.n ja.ng haaraa hu.aa
Ameer Imam
Ghazal
mai.n ghuum phir ke usii samt aa nikaltaa huu.n
jaka.D rahii hai tire ghar kii rahguzar mujh ko
Iftikhar Naseem
Ghazal
uThte hai.n qadam jab bhii kisii dasht kii jaanib
qadmo.n ko jaka.D letii hai aavaaz kisii kii
Farhat Zahid
Ghazal
dil ko jaka.D ke baiThaa hai ye kaun saa malaal
ham KHush nahii.n hai.n terii badhaa.ii ke baa'd bhii
Wasim Nadir
Ghazal
dasht-e-imkaa.n se pare vaqt ke dar par pahu.nchuu.n
ek lamhe ko jaka.D luu.n use pal pal dekhuu.n
Asim Bakhshi
Ghazal
sabr-o-KHaamoshii kii zanjiir jaka.D letii hai
ab kalaa.ii me.n baGaavat ke ka.De hote nahii.n
Aqeel Abbas Chughtai
Ghazal
Naved Anjum
Ghazal
Shamim Abbas
Ghazal
jaka.D rakhaa thaa fazaa ko hamaare na.aro.n ne
jo lab KHamosh hu.e to dilo.n me.n Dar jaage
Jawayd Anwar
Ghazal
abhii kuchh aur jaka.D dushmanii kii bandish me.n
lahuu kaa zaa.iqa zanjiir me.n nahii.n aayaa
Siya sachdev
Ghazal
dekhnaa yuu.n mai.n tire dil me.n utar saktaa huu.n
mujh ko phande me.n tire nain jaka.D sakte hai.n
Shokh Ji
Ghazal
karb zanjiir kii maanind jaka.D letaa hai
bhaa.ii ko sahnaa hii pa.Dtaa hai agar bhaa.ii kare