SEARCH RESULTS
Showing search results for "jal-ku.mbhii"
Ghazal MATCHES FOR "jal-ku.mbhii"
Ghazal
jab kabhii dard kii tasviir banaane nikle
zaKHm kii tah me.n ka.ii zaKHm puraane nikle
Ehya Bhojpuri
Ghazal
jab kabhii apnii tamannaa.o.n kaa gulshan dekhaa
mai.n ne dil-soz zamaane ko bhii dushman dekhaa
Naeem Sahil
Ghazal
khule jab kabhii daftar-e-raftagaa.n
ho.n aa.nkhe.n mirii aur sail-e-ravaa.n
Kanwal Pradeep Mahajan
Ghazal
jab kabhii band kare muTThiyaa.n baahar nikle
sab ke haatho.n me.n vahii dhuup ke manzar nikle
Tanvir Wasfi
Ghazal
jab kabhii KHvaab kii ummiid ba.ndhaa kartii hai
nii.nd aa.nkho.n me.n pareshaan phiraa kartii hai
Jamal Ehsani
Ghazal
jab kabhii bhuulne vaalo.n kaa salaam aataa hai
kaarvaa.n umr-e-gurezaa.n kaa Thahar jaataa hai