SEARCH RESULTS
Showing search results for "jam.iyyat"
Ghazal MATCHES FOR "jam.iyyat"
Ghazal
KHvaab-e-jam.iyyat-e-maKHmal hai pareshaa.n mujh se
rag-e-bistar ko milii shoKHii-e-mizhgaa.n mujh se
Mirza Ghalib
Ghazal
arz-e-naaz-e-shoKHi-e-dandaa.n baraa.e-KHanda hai
daavaa-e-jam'iyyat-e-ahbaab jaa-e-KHanda hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
barham kare jam.iyyat-e-kaunain jo pal me.n
laTkaa vo tirii zulf-e-pareshaan me.n dekhaa
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
na ham me.n aql-o-faraasat na hikmat-o-tadbiir
magar hai zo.am ki jam.iyyat-e-misaalii hai.n
Mohsin Ehsan
Ghazal
Dhuu.nDne nikle the jam.iiyat-e-KHaatir lekin
shahr kaa shahr pareshaa.n hai ye ma.aluum hu.aa
Saba Akbarabadi
Ghazal
hai baa.is-e-jam.iyyat-e-dil ek jahaa.n kii
ai shoKH pareshaani-e-kaakul kii ishaarat
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
merii jam.iiyat-e-KHaatir ko pareshaa.n na karo
zulf-e-barham ko haTaa.o na abhii shaane se
Mirza Qadir Bakhsh Sabir Dehlavi
Ghazal
jam.iyyat-e-husn aap kii sab par hu.ii zaahir
jis bazm me.n baa-haal-e-pareshaan ga.e ham
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
fikr-e-jam.iyyat-e-dil ham ko kahaa.n aah 'hasan'
KHaatir-aashufta-e-gesuu-e-pareshaa.n hai.n ham
Meer Hasan
Ghazal
tuu ne ai jam.iyat-e-dil kii havas
aur bhii mujh ko pareshaa.n kar diyaa
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Ghazal
Saqib Lakhnavi
Ghazal
ho pareshaanii se jis kii mujhe sau jam.iyyat
kis tarah jaa.uu.n mai.n us zulf-e-pareshaa.n se nikal