SEARCH RESULTS
Showing search results for "jamhuuriyat"
Ghazal MATCHES FOR "jamhuuriyat"
Ghazal
jamhuuriyat ke biich pha.nsii aqaliyat thaa dil
mauqa jise jidhar se milaa vaar kar diyaa
Nomaan Shauque
Ghazal
Dr. Azam
Ghazal
Mahesh Janib
Ghazal
milaa hai taKHt jo jamhuuriyat me.n baanar ko
to un se kyaa sabhii jangal ke sher Dar jaa.e.n
Ehya Bhojpuri
Ghazal
jamhuuriyat kaa dars agar chaahte hai.n aap
ko.ii bhii saaya-daar shajar dekh liijiye
Ajiz Matvi
Ghazal
phir is mazaaq ko jamhuuriyat kaa naam diyaa
hame.n Daraane lage vo hamaarii taaqat se
Nomaan Shauque
Ghazal
jamhuuriyat kii laash pe taaqat hai KHanda-zan
is barahna nizaam me.n har aadmii kii KHair
Ajay Sahaab
Ghazal
naam is kaa aamariyyat ho ki ho jamhuuriyat
munsalik fir.auniyat masnad se tab thii ab bhii hai
Murtaza Barlas
Ghazal
sun.ne me.n aa rahe hai.n masarrat ke vaaqi.aat
jamhuuriyat kaa husn numaayaa.n hai aaj-kal
Sheri Bhopali
Ghazal
qatl-o-KHuu.n jamhuuriyat kaa har taraf hai aaj-kal
hai.n vafaa ke naam par aadhe idhar aadhe udhar
Shubham Kashyap
Ghazal
ye panj-shiil ye jamhuuriyat ye raay-e-avaam
ye ahl-e-zar ne khilaune banaa.e hai.n kyaa kyaa
Wasif Dehlvi
Ghazal
taksiiriyat kaa haamil jamhuuriyat kaa haamil
azmat-nishaa.n saraasar hindostaa.n hamaaraa
Meer Syed Muzaffar Ali Zafar Muzahri
Ghazal
jamhuuriyat bhii turfa-tamaasha kaa kis qadar
lauh-o-qalam kii jaan yad-e-aharman me.n hai
Bebak Bhojpuri
Ghazal
yahaa.n jamhuuriyat kuchlii ga.ii hai
fasaadaat-o-ta.assub kam na ho.nge
Zakir Husain Husaini Zakir
Ghazal
jamhuuriyat kii rail ko paTrii pe laa.e.nge
sattar baras se bas yahii bhaashan hai.n sub.h-o-shaam