SEARCH RESULTS
Showing search results for "jantii"
Ghazal MATCHES FOR "jantii"
Ghazal
Dasne lage hai.n KHvaab magar kis se boliye
mai.n jaantii thii paal rahii huu.n sa.npoliye
Parveen Shakir
Ghazal
kuchh din se zindagii mujhe pahchaantii nahii.n
yuu.n dekhtii hai jaise mujhe jaantii nahii.n
Anjum Rehbar
Ghazal
jaantii huu.n ki vo KHafaa bhii nahii.n
dil kisii taur maantaa bhii nahii.n
Zahida Nadeem Hina
Ghazal
use zaruurat-e-parda zaraa ziyaada hai
ye vo bhii jaantii hai jab se vo ba.Dii hu.ii hai
Amir Ameer
Ghazal
chaak-pairaahanii-e-gul ko sabaa jaantii hai
mastii-e-shauq kahaa.n band-e-qabaa jaantii hai
Ahmad Faraz
Ghazal
ye baat jaantii huu.n magar maantii nahii.n
din kaT rahe hai.n aaj bhii tere KHayaal me.n
Himanshi Babra
Ghazal
ko.ii bachne kaa nahii.n sab kaa pataa jaantii hai
kis taraf aag lagaanaa hai havaa jaantii hai
Manzar Bhopali
Ghazal
jaantii huu.n ki bichha.Dnaa tirii majbuurii hai
par mirii jaan mile mujh ko sazaa aahista
Parveen Shakir
Ghazal
ye mushkilaat bhii ab mere saath rahtii hai.n
ye jaantii hai.n ki mushkil-kushaa hai mere saath
Abdurrahman momin
Ghazal
u.ngliyaa.n jism ke sab aib-o-hunar jaantii hai.n
lams jaage to ik ik baat samajh me.n aa.e
Ibrat Machlishahri
Ghazal
vo shariif aadmii hai miraa tazkira kare naa
use jaantii hai duniyaa rahe hoshiyaar kahnaa
Himanshi Babra
Ghazal
mai.n jaantii huu.n ki jitnaa KHafaa bhii ho jaa.e
vo mere shahr me.n aayaa to raabta karegaa