SEARCH RESULTS
Showing search results for "jarraah"
Ghazal MATCHES FOR "jarraah"
Ghazal
Ahmad Husain Mail
Ghazal
jaa-e-jarraah ki ab naama-bar aa pahu.nchaa hai
badle phaahe ke rakhuu.n daaG-e-jigar par kaaGaz
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
rakh na sozan ko zaraa dekh to le ai jarraah
qaabil-e-baKHiya miraa zaKHm-e-jigar hai ki nahii.n
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
jarraah ye kahtaa hai mujhe dekh ke be-dam
kis teG-e-nigah kaa hai ye ghaa.el nahii.n ma.aluum
Shah Naseer
Ghazal
naasuur kii sifat hai na hogaa kabhuu vo band
jarraah zaKHm-e-ishq kuu.n aa kar siyaa to kyaa
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
zaKHmo.n kaa ek silsila achchhaa nahii.n lagaa
jarraah ko ye tajraba achchhaa nahii.n lagaa
Khalid Mubashshir
Ghazal
chaahtaa huu.n ko.ii dekhe na terii teG ke zaKHm
chashm-e-jarraah hai kyaa diida-e-sozan kaisaa
Taashshuq Lakhnavi
Ghazal
naaseh jigar ke zaKHm ko jarraah kyaa siye
yaa.n sozan-e-masiih ke siine pe harf hai
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
dil kii betaabii se Taa.nke mire sab TuuT ga.e
paTTii jarraah kaho zaKHm pe kyuu.nkar baa.ndhe
Rind Lakhnavi
Ghazal
aag dil me.n hai qayaamat kii lagii ai jarraah
aatishii.n daaG pe rakh de ko.ii phaahaa ThanDaa
Fakhir Lakhnavi
Ghazal
dosto.n ke kahne sun.ne se mujhe majbuur ho
zaKHm-e-dil jarraah ko ai vaa.e dikhlaane pa.De
Rangin Saadat Yaar Khan
Ghazal
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
Mohamamd Rafiq Nadvi Shad
Ghazal
ye masiihaa hai.n nahii.n ye sab ke sab jarraah hai.n
aap kin logo.n ko apne zaKHm dikhlaate rahe
Nusrat Ateeq Gorakhpur
Ghazal
kyaa yaadgaar dil pe lagaa.ii KHaraash hai
jarraah-e-kam-hunar mujhe terii talaash hai
Mohammad Iftikharul Haq Samaj
Ghazal
chhe.Dtii hai vo nazar ab mire dil ko aise
kisii jarraah kii pho.De ye jaraahat jaise
Om Prakash Laghar
Ghazal
jarraah bhii hai tuu miraa tuu hii tabiib hai
tuu mere dil kaa zaKHm miraa indimaal tuu