SEARCH RESULTS
Showing search results for "jast-bhar"
Ghazal MATCHES FOR "jast-bhar"
Ghazal
Khaavar Jilani
Ghazal
mai.n kinaare pe kha.Daa dekh rahaa huu.n aur log
jast bhar bhar ke sabhii paar hu.e jaate hai.n
Ahmad Irfan
Ghazal
vo ik qadam pe hii aa.nkho.n se ho gayaa ojhal
mai.n jast bhar ke u.Daa aur mujhe zamaana lagaa
Mahboob Mashmiri
Ghazal
vo jast bhar ke havaa ho gayaa magar na khulaa
mai.n kis navaah me.n thaa us ke par banaate hu.e
Jaleel 'Aali'
Ghazal
mire aduu ke KHvaab chaknaa-chuur ho ke rah ga.e
mai.n jast bhar ke dasht-e-imtihaan se nikal gayaa
Azhar Adeeb
Ghazal
Shayar Jamali
Ghazal
kitnii be-nuur thii din bhar nazar-e-parvaana
raat aa.ii to hu.ii hai sahar-e-parvaana
Shahzad Ahmad
Ghazal
dasht saagar aasmaa.n shams-o-qamar kaa faasla
chashm-e-biinaa ke liye baalisht bhar kaa faasla
Amar Ruhani
Ghazal
Abul Hasanat Haqqi
Ghazal
Mohammad Ahmad Ramz
Ghazal
na bevafaa.ii kaa Dar thaa na Gam judaa.ii kaa
mazaa me.n kyaa kahuu.n aaGaaz-e-aashnaa.ii kaa
Ameer Minai
Ghazal
kise maa'luum isii dard kii raftaar ke saath
dil phir ik jast bhare aur tumhaaraa ho jaa.e