SEARCH RESULTS
Showing search results for "jazb-e-qala.ndaraana"
Ghazal MATCHES FOR "jazb-e-qala.ndaraana"
Ghazal
terii nigaah se dil siino.n me.n kaa.npte the
khoyaa gayaa hai teraa jazb-e-qala.ndaraana
Allama Iqbal
Ghazal
Kanval M. A
Ghazal
dil me.n ta.Dap hai soz hai Gam hai malaal hai
ai jazb-e-shauq ye mirii qismat hai kyaa karuu.n
Kanval M. A
Ghazal
ishq vo ishq hai jo jazb-o-asar tak pahu.nche
husn vo husn hai jo ahl-e-nazar tak pahu.nche
Kanval M. A
Ghazal
jazb kaa raqs khule aam nahii.n hai achchhaa
karb-e-ehsaas ko KHalvat to kabhii dii hotii
Noor -e-Shama Noor
Ghazal
sitaare jazb hu.e gard-e-raah me.n kyaa kyaa
KHayaal-o-KHvaab ke aa.ii.n badal ga.e kaise
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
ik jazba-e-be-naam liye phirtaa hai dil ko
is taa.ir-e-par-basta kii parvaaz to dekho
Begum Mumtaz Mirza
Ghazal
Moin Ahsan Jazbi
Ghazal
allaah re jazb-o-kashish-e-ishrat-e-hastii
hasrat se suu-e-umr-e-ravaa.n dekh rahaa huu.n
Hasan Azimabadi
Ghazal
Kaleem Ahmadabadi
Ghazal
ishq ne ataa kar ke jazb-o-shauq-e-be-paayaa.n
musht-e-KHaak ko baKHshii aasmaa.n-panaahii bhii
Mansha ur Rahman Khan Mansha
Ghazal
'shaukat' kashish zaruur hai is jalva-gaah me.n
maayuus-e-jazb-e-zauq-e-tamaashaa nahii.n huu.n mai.n
Shaukat Thanvi
Ghazal
teG-e-jafaa uThaa are qaatil uThaa uThaa
ab sabr-e-jazb-e-ulfat-e-kaamil nahii.n rahaa
Prem Rangpuri
Ghazal
Momin Khan Momin
Ghazal
mar ke bhii jazb-e-dil-e-qais me.n taasiir ye thii
KHaak u.Daatii hu.ii lailaa sar-e-turbat aa.ii
Aasi Ghazipuri
Ghazal
kaam kyaa jazb-e-tamannaa-e-zuleKHaa aayaa
kaarvaa.n bhii chah-e-yuusuf hii pe hotaa aayaa