SEARCH RESULTS
Showing search results for "jazbaat"
Ghazal MATCHES FOR "jazbaat"
Ghazal
har tarah ke jazbaat kaa elaan hai.n aa.nkhe.n
shabnam kabhii sho.ala kabhii tuufaan hai.n aa.nkhe.n
Sahir Ludhianvi
Ghazal
ishq me.n Gairat-e-jazbaat ne rone na diyaa
varna kyaa baat thii kis baat ne rone na diyaa
Sudarshan Faakir
Ghazal
aisaa nahii.n ki un se mohabbat nahii.n rahii
jazbaat me.n vo pahlii sii shiddat nahii.n rahii
Khumar Barabankavi
Ghazal
mahfile.n luT ga.ii.n jazbaat ne dam to.D diyaa
saaz KHaamosh hai.n naGmaat ne dam to.D diyaa
Saghar Siddiqui
Ghazal
itnii hasiin itnii javaa.n raat kyaa kare.n
jaage hai.n kuchh ajiib se jazbaat kyaa kare.n
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Qabil Ajmeri
Ghazal
dil ko har lamha bachaate rahe jazbaat se ham
itne majbuur rahe hai.n kabhii haalaat se ham
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
ishq kii garmi-e-jazbaat kise pesh karuu.n
ye sulagte hu.e din-raat kise pesh karuu.n
Sahir Ludhianvi
Ghazal
mujh se muKHlis thaa na vaaqif mire jazbaat se thaa
us kaa rishta to faqat apne mafaadaat se thaa
Aitbar Sajid
Ghazal
sardii bhii KHatm ho ga.ii barsaat bhii ga.ii
aur is ke saath garmi-e-jazbaat bhii ga.ii
Shuja Khaavar
Ghazal
chhoTe bhaa.ii se bhii jazbaat nahii.n milte hai.n
KHuun miltaa hai KHayaalaat nahii.n milte hai.n
Mehshar Afridi
Ghazal
shaa.irii ruuh me.n tahliil nahii.n ho paatii
ham se jazbaat kii tashkiil nahii.n ho paatii
Shakeel Azmi
Ghazal
miraa qalam mire jazbaat maa.ngne vaale
mujhe na maa.ng miraa haath maa.ngne vaale
Zafar Gorakhpuri
Ghazal
har baat me.n mahke hu.e jazbaat kii KHushbuu
yaad aa.ii bahut pahlii mulaaqaat kii KHushbuu
Bashir Badr
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
sab ke hote hu.e lagtaa hai ki ghar KHaalii hai
ye takalluf hai ki jazbaat kii paamaalii hai
Shakeel Jamali
Ghazal
vo sitam-gar hai KHayaalaat samajhne vaalaa
mujh se pahle mire jazbaat samajhne vaalaa