SEARCH RESULTS
Showing search results for "jazbaat"
Nazm MATCHES FOR "jazbaat"
Nazm
chand roz aur meri jaan
jism par qaid hai jazbaat pe zanjiire.n hai.n
fikr mahbuus hai guftaar pe taaziire.n hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
shikast-e-rang
mujhe maGluub karne ko
mire jazbaat ke andoKHta hiilo.n ko uksaa kar vo kahte hai.n
Kishwar Naheed
Nazm
hasan kuza-gar (2)
tuu ha.nsnegii ai jahaa.n-zaad ajab baat
ki jazbaat kaa haatim bhii mai.n
Noon Meem Rashid
Nazm
fankar
is bhare shahr me.n har chiiz kii qiimat Thahrii
dard bik jaate hai.n jazbaat bikaa karte hai.n
Sabir Dutt
Nazm
izhaar
tere bas me.n thii agar mash.al-e-jazbaat kii lau
tere ruKHsaar me.n gulzaar na bha.Dkaa hotaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
kabhi aisa tamawwuj tumne dekha hai
kabhii aisaa tamavvuj tum ne dekhaa hai
kabhii jazbaat kaa aisaa tamavvuj tum ne dekhaa hai
Aslam Ansari
Nazm
mujassama
tund jazbaat se bharpuur barahna siina
jaise sustaane ko tuufaan zaraa Thahre ho.n
Ahmad Faraz
Nazm
andeshe
be-mahal chhe.D pe jazbaat ubal aa.e ho.nge
Gam pashemaan-e-tabassum me.n Dhal aa.e ho.nge
Kaifi Azmi
Nazm
hinDola
vafuur o shiddat-e-jazbaat kaa ye aalam thaa
ki kau.nde jast kare.n dil ke aabgiine me.n
Firaq Gorakhpuri
Nazm
wo meri pahli mohabbat thi
vo merii pahlii mohabbat thii
KHaamoshii me.n chhupaa.e jazbaat jo samajh letii thii
Aamir Riaz
Nazm
payam
fazaa.o.n me.n ko.ii naadiida ma.aluum rasta hai
jahaa.n jazbaat muztar ruuh ke siimaab-paa qaasid