SEARCH RESULTS
Showing search results for "jebe.n"
Ghazal MATCHES FOR "jebe.n"
Ghazal
Krishn Parvez
Ghazal
ik naaznii.n kaa dil hu.aa hai gum-shuda kahii.n
aur ham kha.De hai.n saamne jebe.n nikaal kar
Dinesh Kumar Drouna
Ghazal
marne vaalaa dekh rahaa thaa sab naaTak
sab masruuf the apnii jebe.n bharne me.n
Shabnam Rumani
Ghazal
jin kii jebe.n aksar KHaalii rahtii hai.n
jaane kyuu.n qaaruun kii baate.n karte hai.n
Ashfaq Rasheed Mansuri
Ghazal
jebe.n sab yaaro.n ne bhar lii.n bazm me.n
ek 'mullaa' the jo yuu.nhii rah ga.e
Anand Narayan Mulla
Ghazal
Kailash Sengar
Ghazal
baa.nT kar aa.egaa sab kuchh shahr ke baazaar me.n
har mahiine KHaalii jebe.n ghar ko vo dikhlaa.egaa
Deepak Qamar
Ghazal
apno.n se mu.nh chhupaa.e phire hai ik aadmii
jebe.n TaTol ke kabhii baazaar dekh kar