SEARCH RESULTS
Showing search results for "jh nhi he to karo aur vo log in to the ki wo sab"
Ghazal MATCHES FOR "jh nhi he to karo aur vo log in to the ki wo sab"
Ghazal
jo kisii par na hu.aa ho vo sitam ho to kaho
ab niraalaa ko.ii afsaana-e-Gam ho to kaho
Naseer Koti
Ghazal
Nazeer Hussain Siddiqui
Ghazal
ne.amat-e-Gam se jo dil mahruum ho vo dil nahii.n
jaam KHaalii ho to kyo.n kar us ko paimaana kahe.n
Kanval M. A
Ghazal
kitne aish se rahte ho.nge kitne itraate ho.nge
jaane kaise log vo ho.nge jo us ko bhaate ho.nge
Jaun Eliya
Ghazal
Feroz Ahmed
Ghazal
maanaa ki vo vafaa ke parastaar hai.n magar
paas-e-yaqii.n jo ho to tamannaa kare ko.ii
Niyaz Sultanpuri
Ghazal
havaa kii zad pe jab aa.e to bujh ga.e 'KHaavar'
vo sab charaaG jo mere na the jalaa.e hu.e
Rahman Khawar
Ghazal
hame.n to naaz hai apne hasii.n gunaaho.n par
vo log aur the jo sharmsaar ho ke chale
Charkh Chinioti
Ghazal
hame.n jo dekhte the jin ko dekhte the ham
vo KHvaab KHaak hu.e aur vo log saa.e hu.e
Idris Babar
Ghazal
ik nii.nd kaa jho.nkaa shab-e-Gam aa to gayaa thaa
ab vo tire daaman kii havaa ho ki sabaa ho
Zeb Ghauri
Ghazal
vo log aur hii the jin kaa ijz phal laayaa
hame.n to kuchh na milaa apne ko miTaa kar bhii
Riaz Majeed
Ghazal
ab to vo log bhii milne ko chale aate hai.n
baat karne ko jo tayyaar nahii.n hote the
Aarib Hasimi
Ghazal
yaad rakhte kis tarah qisse kahaanii log the
vo yahaa.n ke the nahii.n vo aasmaanii log the
Farooq Shafaq
Ghazal
raato.n ke musaafir ho a.ndhero.n me.n rahoge
jugnuu kii tarah din me.n jaloge na bujhoge
Bashir Badr
Ghazal
baaG me.n honaa hii shaayad seb kii pahchaan thii
ab ki vo baazaar me.n hai ab to biknaa hai use
Hakeem Manzoor
Ghazal
nazar bujhii to karishme bhii roz-o-shab ke ga.e
ki ab talak nahii.n aa.e hai.n log jab ke ga.e