SEARCH RESULTS
Showing search results for "jham"
Ghazal MATCHES FOR "jham"
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
bataa.o haath me.n ulfat kaa jaam kis kaa thaa
tumhaare raaj bhavan me.n qayaam kis kaa thaa
Sajid Sajni Lakhnawi
Ghazal
mai.n aayaa kaam kiyaa apnaa aur chal bhii diyaa
zamaana baiThaa rahaa apnaa taam-jhaam lagaa.e
Farhat Ehsas
Ghazal
pai-ba-pai aa.e sajal taaro.n ke maanind KHayaal
merii tanhaa.ii pe shab husn jhamaa-jham barsaa
Zia Jalandhari
Ghazal
mai.n aasmaan kii daavat qubuul kar luu.ngaa
magar zamii.n ke sivaa ko.ii taam-jhaam na ho
farzad Ali zeerak
Ghazal
Zaheer Fatehpuri
Ghazal
nazar ke chauk pe baarish jhamaa-jham gir rahii hai
to dil ke room me.n gaane puraane lag ga.e hai.n
Vikram Sharma
Ghazal
mai.n qais huu.n so mujhe dasht me.n hii rahne do
nahi.n jii paa.uu.ngaa ye taam-jhaam karte hu.e
Vivek Bijnori
Ghazal
ko.ii god me.n jham se aa hii gayaa hai
tasavvur hame.n jab ba.ndhaa hai kisii kaa
Riyaz Khairabadi
Ghazal
duniyaa ke taam-jhaam me.n uljhaa thaa is qadar
jo chaar din thii jiine kii mohlat nikal ga.ii
Om Awasthi
Ghazal
yaado.n ke abr jab bhii chhaa.e.nge zehn-o-dil par
be-saaKHta jhamaa-jham bahne lage.ngii aa.nkhe.n
Madhu Madhuman
Ghazal
Vikram
Ghazal
jiite-jii haal puuchhne kaa bhii samay na thaa
marne ke baa'd kar rahe hai.n taam-jhaam log
Hiralal Yadav Hira
Ghazal
falak pe mahr bhii anjum bhii abr-e-baaraa.n bhii
magar zamii.n pe jhamaa-jham kaa ramz haigaa kyaa