SEARCH RESULTS
Showing search results for "jirah"
Ghazal MATCHES FOR "jirah"
Ghazal
unhii.n keii pairvii kartaa hai ye dil
jirah jo ham se karte jaa rahe hai.n
Dr. Bhawana Srivastava
Ghazal
tujh se jirah karuu.ngaa magar shart hai yahii
jis kaa javaab tuu ho mujhe vo savaal kar
Dinesh Kumar Drouna
Ghazal
vo zamaana aur thaa har baat par kahte the jii
ab jirah karne lage bachche vakiilo.n kii tarah
Rehman Musawwir
Ghazal
varna ba.De jhag.De me.n jirah ye badlegii
baat-baat par khii.nchaa-taanii Thiik nahii.n
Prashant Mishra Man
Ghazal
Ahmad Husain Mail
Ghazal
jaa-e-jarraah ki ab naama-bar aa pahu.nchaa hai
badle phaahe ke rakhuu.n daaG-e-jigar par kaaGaz
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
rakh na sozan ko zaraa dekh to le ai jarraah
qaabil-e-baKHiya miraa zaKHm-e-jigar hai ki nahii.n
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
naasuur kii sifat hai na hogaa kabhuu vo band
jarraah zaKHm-e-ishq kuu.n aa kar siyaa to kyaa
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
zaKHmo.n kaa ek silsila achchhaa nahii.n lagaa
jarraah ko ye tajraba achchhaa nahii.n lagaa
Khalid Mubashshir
Ghazal
jarraah ye kahtaa hai mujhe dekh ke be-dam
kis teG-e-nigah kaa hai ye ghaa.el nahii.n ma.aluum
Shah Naseer
Ghazal
chaahtaa huu.n ko.ii dekhe na terii teG ke zaKHm
chashm-e-jarraah hai kyaa diida-e-sozan kaisaa
Taashshuq Lakhnavi
Ghazal
jabiin-e-shauq ko kyaa imtiyaaz-e-dair-o-haram
kise KHabar hai ki kis dar pe jibah-saa huu.n mai.n
Hirman Khairabadi
Ghazal
naaseh jigar ke zaKHm ko jarraah kyaa siye
yaa.n sozan-e-masiih ke siine pe harf hai
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
aag dil me.n hai qayaamat kii lagii ai jarraah
aatishii.n daaG pe rakh de ko.ii phaahaa ThanDaa
Fakhir Lakhnavi
Ghazal
dil kii betaabii se Taa.nke mire sab TuuT ga.e
paTTii jarraah kaho zaKHm pe kyuu.nkar baa.ndhe
Rind Lakhnavi
Ghazal
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
dosto.n ke kahne sun.ne se mujhe majbuur ho
zaKHm-e-dil jarraah ko ai vaa.e dikhlaane pa.De