SEARCH RESULTS
Showing search results for "jumbish"
Ghazal MATCHES FOR "jumbish"
Ghazal
go haath ko jumbish nahii.n aa.nkho.n me.n to dam hai
rahne do abhii saaGar-o-miinaa mire aage
Mirza Ghalib
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
dikhaa ke jumbish-e-lab hii tamaam kar ham ko
na de jo bosa to mu.nh se kahii.n javaab to de
Mirza Ghalib
Ghazal
har jumbish-e-nigaah me.n sad-kaif be-KHudii
bhartii phiregii husn kii niyyat kahaa.n kahaa.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Jawad Sheikh
Ghazal
hone lagii hai jism me.n jumbish to dekhiye
is par kaTe parinde kii koshish to dekhiye
Dushyant Kumar
Ghazal
jaise aadhii shab ke baa'd chaa.nd nii.nd me.n chau.nke
vo gulaab kii jumbish un siyaah baalo.n me.n
Bashir Badr
Ghazal
nazaare ko ye jumbish-e-mizhgaa.n bhii baar hai
nargis kii aa.nkh se tujhe dekhaa kare ko.ii
Allama Iqbal
Ghazal
mar gayaa sadma-e-yak-jumbish-e-lab se 'Gaalib'
naa-tavaanii se hariif-e-dam-e-iisii na hu.aa
Mirza Ghalib
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
vo lab ki jaise saaGar-e-sahbaa dikhaa.ii de
jumbish jo ho to jaam chhalaktaa dikhaa.ii de
Krishn Bihari Noor
Ghazal
mere ho.nTo.n ko to jumbish bhii na hogii lekin
shiddat-e-Gam se jo ghabraa ke pukaare aa.nsuu
Hakeem Nasir
Ghazal
tere liye taqdiir mirii jumbish-e-abruu
aur mai.n tiraa iimaa-e-nazar dekh rahii huu.n