SEARCH RESULTS
Showing search results for "jumbish"
Nazm MATCHES FOR "jumbish"
Nazm
parchhaiyan
KHud apne saa.e kii jumbish se KHauf khaa.e hu.e
tasavvuraat kii parchhaa.iyaa.n ubhartii hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
hasan kuza-gar (1)
KHaraabo.n kaa majzuub thaa jin
me.n ko.ii sadaa ko.ii jumbish
Noon Meem Rashid
Nazm
mirza ghaalib
zindagii muzmar hai terii shoKHi-e-tahriir me.n
taab-e-goyaa.ii se jumbish hai lab-e-tasviir me.n
Allama Iqbal
Nazm
koi aashiq kisi mahbuba se!
phir isii tarah jahaa.n hogaa muqaabil paiham
saaya-e-zulf kaa aur jumbish-e-baazuu kaa safar
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jugnu
vo kuchh nahii.n hai ab ik jumbish-e-KHafii ke sivaa
KHud apnii kaifiyat-e-niil-guu.n me.n har lahza
Firaq Gorakhpuri
Nazm
ramaen ka ek sin
jumbish hu.ii labo.n ko bharii ek sard aah
lii gosha-ha-e-chashm se ashko.n ne ruKH kii raah
Chakbast Braj Narayan
Nazm
aaj ki raat
merii har saa.ns pe vo un kii tavajjoh kyaa KHuub
merii har baat pe vo jumbish-e-sar aaj kii raat
Asrarul Haq Majaz
Nazm
apni malka-e-suKHan se
mauje.n sabaa kii baaG pe sahbaa chhi.Dak ga.ii.n
jumbish hu.ii labo.n ko to kaliyaa.n chaTak ga.ii.n
Josh Malihabadi
Nazm
nur-jahan ke mazar par
kaise ik fard ke ho.nTo.n kii zaraa sii jumbish
sard kar saktii thii be-laus vafaa.o.n ke charaaG
Sahir Ludhianvi
Nazm
himala
jumbish-e-mauj-e-nasiim-e-sub.h gahvaara banii
jhuumtii hai nashsha-e-hastii me.n har gul kii kalii
Allama Iqbal
Nazm
parchhaiyan
sukuun jumbish o ram tak tamaam sho.ala hai
magar vo sho.ala ki aa.nkho.n me.n Daal de ThanDak