SEARCH RESULTS
Showing search results for "kaakh"
Ghazal MATCHES FOR "kaakh"
Ghazal
kaaKH-o-kuu-e-ahl-e-daulat kii binaa hai ret par
ik dhamaake se ye sab zer-o-zabar ho jaa.e.nge
Saleem Ahmed
Ghazal
umr tamaam kaaT dii hasrat-e-kaaKH-o-kuu liye
mere tumhaare saamne arz-o-samaa bhii kyuu.n khule
Ada Jafarey
Ghazal
mashaqqatii hai.n tire kaaKH-o-kuu-e-hijr ke ham
sharaab-e-hijr pyaale me.n bhar ke dekhte hai.n
Aamir Suhail
Ghazal
chaa.ndnii me.n saaya-haa-e-kaaKH-o-kuu me.n ghuumiye
phir kisii ko chaahne kii aarzuu me.n ghuumiye
Majeed Amjad
Ghazal
hamaaraa ghar hai ya.anii KHaana-e-maast
mahal hii kaaKH hai koshak makaa.n hai
Ismail Merathi
Ghazal
kaaKH-o-aivaa.n yahii guzre hu.e dauro.n ke na ho.n
gard sii aa.ii hai kuchh daaman-e-ayyaam ke saath
Anand Narayan Mulla
Ghazal
mashaqqatii hai.n tire kaaKH-o-kuu-e-hijr ke ham
ai kaar-KHaana-e-aflaak-o-KHaak-o-aab-o-saraab
Aamir Suhail
Ghazal
tho.Dii jagah milii jo kisii kaaKH-e-husn me.n
dil saarii jaa.idaad ke chakkar me.n pa.D gayaa
Qamar Aasi
Ghazal
Rasheed Kausar Farooquee
Ghazal
Khatir Ghaznavi
Ghazal
yaad kii ik ajnabii parchhaa.ii.n hai
ra.ng-o-buu-o-kaaKH-o-kuu ke darmiyaa.n
Noon Meem Danish
Ghazal
maa-sivaa allaah na rahe 'sheftaa' hargiz dil me.n
khusravii kaaKH sazaa-e-KHas-o-KHaashaak nahii.n
Shefta Mustafa Khan
Ghazal
na-jaane kaun tire kaaKH-o-kuu me.n aa.egaa
jo aa.egaa vo mirii aarzuu me.n aa.egaa
Iliyas Babar Aawan
Ghazal
Idris Azad
Ghazal
ko.ii suurat dil-e-aavaara kii ye bechainii
kaaKH-e-yaaquut kii masnad ko nahii.n maantii hai