SEARCH RESULTS
Showing search results for "kaar-e-satr-poshii"
Ghazal MATCHES FOR "kaar-e-satr-poshii"
Ghazal
aabla KHaar-e-sar-e-mizhgaa.n ne pho.Daa saa.np kaa
selii-e-zulf-e-rasaa ne kallaa to.Daa saa.np kaa
Imdad Ali Bahr
Ghazal
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
vo turbat-e-aashiq par mu.nh Dhaa.np kar aa.e hai.n
allaah re sharm un kii allaah re ruu-poshii
Shah Akbar Danapuri
Ghazal
dar-e-qafas na khulaa qadr-e-sabr kar sayyaad
ta.Dapte ham to pahaa.Do.n me.n raastaa karte
Saqib Lakhnavi
Ghazal
hamaare saath jo ye kaar-e-zindagaanii hai
kisii bhaTaktii hu.ii ruuh kii kahaanii hai
Badr Muneer
Ghazal
ham-sar-e-zulf qad-e-huur-e-shamaa.il Thahraa
laam kaa KHuub alif madd-e-muqaabil Thahraa
Ameer Minai
Ghazal
le u.D ai vahshat ki apnii paa.nv ke
muntazir KHaar-e-sar-e-diivaar hai.n
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
sar hone do ye kaar-e-jahaa.n aish kare.nge
ham log bhii ai dil-zadagaa.n aish kare.nge
Irfan Siddiqi
Ghazal
kaar-e-duniyaa se ga.e diida-e-bedaar ke saath
rabt laazim thaa magar nargis-e-biimaar ke saath
Asif Shafi
Ghazal
Yasir Raza Asif
Ghazal
karnaa hai kaar-e-KHair to phir sar na dekhnaa
barse.n jo terii zaat pe patthar na dekhnaa
Vishma Khan Vishma
Ghazal
ik qadam bhii vo mire saath na chal kar aa.e
dostii par jise shak baal baraabar aa.e
Hosh Nomani Rampuri
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
ishq me.n apne hii haatho.n se hu.aa do Tuk.De
dil-e-naakaam ne kaar-e-sar-e-farhaad kiyaa
Saqib Lakhnavi
Ghazal
phir bhii ilzaam ka.ii aa ga.e sar par apne
mai.n gurezaa.n to rahaa vaqt kii ayyaarii se
Lateef Ahmad Subhani
Ghazal
chorii se bhii pahu.nche na tire ghar me.n kabhii ham
barso.n yuu.nhii KHaar-e-sar-e-diivaar se uljhe
Dagh Dehlvi
Ghazal
tumhaarii yaad ke baadal jo aa.e
to ban kar baad-e-sar-sar sochtii huu.n