SEARCH RESULTS
Showing search results for "kaavish-e-saamaan-e-sahar"
Ghazal MATCHES FOR "kaavish-e-saamaan-e-sahar"
Ghazal
din me.n hai fikr-e-pas-andaazi-e-sarmaaya-e-shab
raat bhar kaavish-e-saamaan-e-sahar me.n rahnaa
Ahmad Javaid
Ghazal
jab bhii saamaan-e-sukuun-e-dil-o-jaa.n hone lagaa
choT khaa.ii thii kabhii is kaa gumaa.n hone lagaa
Asrar Zaidi
Ghazal
junuun-e-be-sar-o-saamaa.n ba.De shakeb me.n hai
ki taar ab ko.ii daaman me.n hai na jeb me.n hai
Shaukat Wasti
Ghazal
saamaan-e-ehtimaam-e-charaaGaa.n abhii nahii.n
mahfuuz bijliyo.n se gulistaa.n abhii nahii.n
Bashir Farooq
Ghazal
kuchh din havaa-e-be-sar-o-saamaa.n ke saath bhii
saa.nso.n kaa kaarvaa.n liye tuufaa.n ke saath bhii
Sohail Azad
Ghazal
sahraa-o-dasht-o-sarv-o-saman kaa shariik thaa
vo dard kii davaa thaa dukhan kaa shariik thaa
Adeel Zaidi
Ghazal
ghar khulaa chho.D ke chupke se nikal jaa.uu.ngaa
shaam hii se sar-o-saamaan-e-sahar baa.ndh liyaa
Qaisarul Jafri
Ghazal
shauq har rang raqiib-e-sar-o-saamaa.n niklaa
qais tasviir ke parde me.n bhii uryaa.n niklaa
Mirza Ghalib
Ghazal
saamaan-e-zauq-o-shauq sameTo safar karo
rahnaa zaruur hai to kisii dil me.n ghar karo
Naushaba Nargis
Ghazal
sab apne apne ufuq par chamak ke tho.Dii der
mujhe to daaman-e-shaam-o-sahar kii gard hu.e
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
hai tazaado.n bharii duniyaa bhii ham-aaha.ng bahut
faasla to nahii.n kuchh sang o saman me.n aisaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
chand saa.nse.n hai.n miraa raKHt-e-safar hii kitnaa
chaahiye zindagii karne ko hunar hii kitnaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
ishq kyaa kyaa na raqiib-e-sar-o-saamaa.n niklaa
tie collar kii jagah chaak-garebaa.n niklaa
Hashim Azimabadi
Ghazal
mumkin hai shab-e-hijr du.aa kaa na asar ho
hai raat vo kyaa raat ki jis kii na sahar ho