SEARCH RESULTS
Showing search results for "kabk"
Ghazal MATCHES FOR "kabk"
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
sharminda tire ruKH se hai ruKHsaar parii kaa
chaltaa nahii.n kuchh aage tire kabk-e-darii kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
us kaa KHiraam dekh ke jaayaa na jaa.egaa
ai kabk phir bahaal bhii aayaa na jaa.egaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Altaf Hussain Hali
Ghazal
haal-e-soz-e-Gam-e-furqat karuu.n tahriir to ho
kabk kii cho.nch qalam baal samundar kaaGaz
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
ka.aba o dair me.n vo KHaana-barandaaz kahaa.n
gardish-e-kaafir-o-dii.n-daar liye phirtii hai
Haidar Ali Aatish
Ghazal
baate.n bulbul ko sunaa shaidaa-e-ruKH gul ko banaa
kabk ko chal kar dikhaa raftaar qiasar-baaG me.n
Wazir Ali Saba Lakhnavi
Ghazal
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
aa.ii to hai pasand use chaal yaar kii
sun liijo paa.nv kabk-e-darii kaa ukha.D gayaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
kabk o taa.uus ko chaltaa hai tuu Thahraa ke to ham
terii raftaar ke andaaz me.n mar jaate hai.n
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
jab se aayaa hai nazar ye tiraa husn-e-be-daaG
kabk ko maah na bulbul ko chaman yaad aayaa
Aagha Akbarabadi
Ghazal
andaaz tere haal kii siikhii jo raat ko
teG-e-hilaal kabk par ai maah chal ga.ii
Muneer Shikohabadi
Ghazal
kabk o tadrau gar kare.n aage tire KHiraam-e-naaz
apne KHiraam-e-naaz kii un ko laTak dikhaa ki yuu.n
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
do-qadam chal ke jo tuu chaal dikhaa de apnii
Thokare.n khaate phire.n kabk bhii kohsaaro.n me.n
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
jaa.o jo chaman ko to kare farsh-e-rah-e-naaz
bulbul jigar-o-faaKHta dil kabk-e-darii aa.nkh
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
mauj-e-dariyaa to kab aTkhelii se yuu.n chaltii hai
par tirii kabk-e-darii chaal u.Daa letaa hai
Shah Naseer
Ghazal
us me.n taa.uus-e-chaman ko hu.ii yaa kabk-e-darii
ai parii-zaad tire Kushta-e-raftaar hai.n sab