SEARCH RESULTS
Showing search results for "kahaar"
Ghazal MATCHES FOR "kahaar"
Ghazal
jabbaar bhii rahiim bhii qahhaar bhii vahii
saare usii ke naam hai.n allaah ishq hai
Ameer Imam
Ghazal
zulm karte hu.e vo shaKHs laraztaa hii nahii.n
jaise qahhaar ke ma.anii vo samajhtaa hii nahii.n
Sharib Mauranwi
Ghazal
mai.n rok paa.uu.ngaa aa.nsuu na ruKHsatii pe magar
kahaar Dolii jo le aa.e hai.n chale jaa.o
Sabir Zafar
Ghazal
ko.ii parii ho agar ham-kanaar holii me.n
to ab kii saal ho duunii bahaar holii me.n
Kalb-e-husain Nadir
Ghazal
zabaan par sabhii kii baat hai faqat savaar kii
kabhii to baat bhii ho paalkii liye kahaar kii
Neeraj Goswami
Ghazal
uThaa.e ishq kaa kaa.ndhe pe baar aa.e to
qulii bane ki bane hai.n kahaar aa.e to
Ata Lucknowi
Ghazal
is ke sivaa kisii se mujhe kyaa hii chaahiye
hasrat kii paalkii kaa ko.ii dil kahaar ho
Rahul Jha
Ghazal
nikal ke narGa-e-qahar-o-azaab se 'raahat'
sab apne vaaste jaa-e-panaah dekhte hai.n
Rahat Hasan
Ghazal
joban Dhale za.iif hu.ii ab kahaa.n vo husn
aa.ii KHizaa.n gayaa vo zamaana bahaar kaa
Shaida Allahabadi
Ghazal
dayaa javaab na kuchh muskuraa ke rah ga.e phuul
zabaan-e-KHaar ne kii.n bad-zabaaniyaa.n kyaa kyaa
Ameer Raza Mazhari
Ghazal
be-suluukii ne buraa.ii me.n bhii ja.D pak.Dii hai
kyo.n riyaa-kaar riyaa-kaar se bach bach ke chalaa
Jan Kashmiri
Ghazal
bhaarii hai das javaano.n pe rustam kii ye bahuu
lagte hai.n paalkii me.n do tarfa kahaar paa.nch
Shaida Allahabadi
Ghazal
chehre kaa rang zard hai jo.De kaa rang surKH
sasuraal jaa rahii huu.n sahaare kahaar ke
Zeba Khan Hina
Ghazal
har ik taraf se lapaktaa hai dil pe kau.ndaa saa
ki tere husn kii hai.n qahar-maaniyaa.n pyaare